Hard support Fibbonaci tool say find karnay ka tareeka
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hard support Fibbonaci tool say find karnay ka tareeka
    Agar aap support and resistance per trade karnay kay shokeen hain to phir aaj main aap ko good support Fibbonaci tool say nikalnay ka tareeka bataon ga.
    In up trend Fibbonaci ko draw karain bottom to top.
    Phir usi trend main next wave kay low say top tak draw karain.
    Dono Fibbonaci kay jo levels same point per hun gay wo aik good support ho ga.
    Is tara aap trade lay saktay hain. Or aap Ko loss bhi nahi ho ga is tara ki support per trade karnay say.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear febonaki really bahot acha tool hai support and resistance k liye ,aur jab bhi ham febonaki retracment ko chart pr use krte hain to ham dekhte hain k market always febonaki levels ko respect krta hai issi waja se febonaki ka results agar aap support and resistance k liye use kren to hamen bahot perfect milte hain.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      thanks dear ap ny bht achi info share ki hai fibonacci retracment aik bht acha indicator hai humen isko smjhna bht zarori hai agr apki isky levels ki smjh ajay to ap market sy kafi had tk profit utha skty ho
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear forex member thanks kay aap ne itna acha analysis kar kay result nikala aur ussay tammam members se share kya aur iss ka new co.ers ko bhi bahut faida ho ga aap aisay hi analysis aur tips share kartay raha karain

        اب آن لائن

        avatar Ayn
        Working...
        X