Dear brothers strategy ka matlab hay planning agar hum forex main achi strategy bana kay kaam karin gay tu hamay is say khud hi faida ho ga kiun kay agar hum ye kaam sahi tareekay aur planning say karin gay to is kaam ko karnay main aasani ho gi mukhtasran hamari kamyabi ka sara daro madar hamri strategy par hay plz share your comments..
THANKS
THANKS
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим