Trading k duran zyada hum konsi jaga par mistake kar jate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k duran zyada hum konsi jaga par mistake kar jate hai
    Ye bat drost hai k aksar hum ik he mistake ko bar bar repeat kar daite hai jo maire khyal mai kafe nuqsan deh sabit hota hai hum apne previous trades say kuch sabaq hasil nahe karte aor same mistake ko next time os jaga par dobara kar daite hai jeske waja say hume kafe mushkilat ka samna karna parta hai es mai zyada tar log jo mistake repeat karte hai wo jaldbaze mai trade lena greed say na bachna trades ko analysed na karna market ko bena samje trades lagana etc .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Ye bat drost hai k aksar hum ik he mistake ko bar bar repeat kar daite hai jo maire khyal mai kafe nuqsan deh sabit hota hai hum apne previous trades say kuch sabaq hasil nahe karte aor same mistake ko next time os jaga par dobara kar daite hai jeske waja say hume kafe mushkilat ka samna karna parta hai es mai zyada tar log jo mistake repeat karte hai wo jaldbaze mai trade lena greed say na bachna trades ko analysed na karna market ko bena samje trades lagana etc .
    ye aik understood c baat hai keh ham kitney bhi apney aap main expert ban jaen. lakn kisi bhi Forum pey success full banney key liey seniors sey help unkey plus points ko follow krna zrori hai. kisi bhi qisam ki mistakes ki probabilities k ko kam karney key liey hamen apney seniors key sath discussion krni chaheay or seniors ka ye alla zarf hai k wo apney experience share krtey raha kren taa key joiners un mistakes sey avoid kren jo profit main kammi ka sabbab banti hain.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Ye bat drost hai k aksar hum ik he mistake ko bar bar repeat kar daite hai jo maire khyal mai kafe nuqsan deh sabit hota hai hum apne previous trades say kuch sabaq hasil nahe karte aor same mistake ko next time os jaga par dobara kar daite hai jeske waja say hume kafe mushkilat ka samna karna parta hai es mai zyada tar log jo mistake repeat karte hai wo jaldbaze mai trade lena greed say na bachna trades ko analysed na karna market ko bena samje trades lagana etc .
      Mere Sawal Main Toh Hame trading Ke Do Rang Jo Jyada mistake hoti hai woh Yeh Hai Ke Hum Thode profit pe he sehmat nahi hoty or ziada procut bnany k chakar main loss main ajaty hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai hum apni ghaltioun per tawajoh nahin detay jis ki wajah se humain bar bar loss hota hai aur zayada ter jald bazi mein trade laganay se hi hota hai aur mein aap se agree karta hoon
        • #5 Collapse

          Jee han brother aap ne durusat kaha hay hamin hamesh apni ghaliti se seekhna chahiye aur wo ghaliti next time repeat nai karnai chahiye is se waqie hamri mushkilaat main izafa hota chala jaye ga aur hamin recover karna mushkil ho ga so ahamin apnay seniors se seekh kar trade laganai chahiye..
          THKS
          • #6 Collapse

            Dear brother agar hum apni khaltieon say sekhna shuru Kar daien tu hum aik kamyab trader ban saktien Hain mugar hum bar bar wohi ghalti kartay rehtien Hain jis ki wajay say hum ko loss hota hay agar hum koi na koi plan bana layen tu better ho gay jis say hum ko profit be hasil ho ga
            • #7 Collapse

              Dear agar hum forex Market mai trading karty hain to hum ko ye pata hona chaye k hum kis strategy par kaam kar rahy hain kun k hum jab market mai enter ho rahy hoty hai to hum ko ye bhi ni pata hota k entry ban rahe hai ya nai aor aisy hi enter ho jaty hai agar hum aik strategy par kaam karty hain to aus strategy k hisab se jab trade bany gi hum tab hi agar market mai enter ho gy to kabi hum ko loss ni ho ga.
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main mistake karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty so humay chahiey keh es business main ziada say ziada mehant karen kyun keh mehant karnay say he humari trading achi aur behtren hoti hay humay chahiey keh market main lalach na karen kyun keh lalach main loss ka risk hota hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Threading karte waqt Hamza Datar Galti us jagah par kehte hain Jab Hum order Lagate Hain Ameya Aulad ko dekh kar oral gana chahiye Sake Hum kam se kam galti kar sake aur Jyada Se Jyada earning Karke profit on sale kar sake

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X