Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    greed is the biggest enemy of the profit . when trader's greed increase he takes risk and with the passage of time his greed increase gradually, and then trader suffer from high level loss. greed directly effect on trader's mind
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      my dear greed bht dangerous hai forex me hume iss se bachna chahiye ye hume loss karwa sakti hai greed bht zada dangerous hai hume trading k doraan koshish karni chahiye k jitna ho sake greed se bachen.
      • #363 Collapse

        loss bhai greed se hamesha he hota hai logo ko agar loss nhi karna chahte hain aap to aap greedy bane bina kaam karen is me kiun ke greed se he aap ko trading me zyada losses face karne parte hain is lye greed chor kar he is me kaam karen .
        • #364 Collapse

          dear i thin that a trader who can do greed can not make money here.loss is necessary if you ignore practice and if you do trade without skills and hard work.i think that demo account is a good thing to learn.it may take your greed far away from you and you can enjoy it.
          • #365 Collapse

            actually humein trend k mutabiq apna target nahi rakhna ata isi liye hum greed karty way target point se b zada profit ki expectation karty hain isi wajah se loss ka samna karna parta hai
            Pak Forex Forum is delivering knowledge to all... thanks Pak forex forum team... :)
            • #366 Collapse

              Dear friend greed loss ki aik main reason hy forex trading sometime trader jb koi trade open krta hy tu wo profit mein ja rahi hoti hy jab ka trader koshesh hoti hy ka big profit earn kro tu ic ki waja sy trader thory profit sy bhe jata hy orr loss pr trade close krna prti hy ic tarha greed ki waja sy loss hota hy
              • #367 Collapse

                kyn k greed krny se loss ho skta ha.hum lalch k chakr mai jaldi our ghalt trade kr bethty hen.es lia hamen loss hota hota ha.agar greed na kren our kam aram se na kren to loss ho skta ha.
                • #368 Collapse

                  zada lalch keren ge to apko khud ka nuksan hoi ga or is m koi bhi faida ni h bus apko zada mehant kerna h jo lag zada lalch kerte hn unko khud ka buksan hota h is lye apne lalch ko control kre ge to ap apne lye kuch ker skte hn
                  • #369 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hm loss hmeshah tb hi hota ha jb hm is business me lalach se kam nahi karna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen is busines me kafi loss ho sakta ha
                    • #370 Collapse

                      forex trading mai askar aisa hota hai ke market mai ke trader jo hai wo greed kerte hai jis ke waja se on ko market mai loss ho jata hai.isleye koish kerahe ke app jo hai wo hamesha greed se bache.
                      • #371 Collapse

                        me aap ko batata hun k lalach los ki wajah kese bunti hai. aap aik tukka lagate hain or profit ho jata hai. to lalach barhti hai k thora ziada lot lagaoor kamao aap or tukke lagate hain market ko samjhe bagher, yun lalach barhte barhte aik dum bara loss ho jata hai. to iss e behtar hai planning or technically kam karein na k emotional ho k.
                        • #372 Collapse

                          mera bahi greed haman is laye loss karti ha kun ka greed ek emotion ha and emotion ki wajha se apko loss hota ha and greed ma ap jazbat se trading karta han dimaj se nahi is laye dimaj se trading karen and greed se nahi
                          • #373 Collapse

                            saalaam bhai jee app forex mein kaamkarin yaah koi bhi kaam karin app kisi bhi kaam mein jaab laaluch mein par jatay hain aur ki laaluch kartay hain tu appko loss ho ta hai app kois laaluch se bachna ho ga nahi tu appk kuch nahi hasil ho ga /,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                            • #374 Collapse

                              Yeh naturally hota hai or abhi abhi mien ney khud isi greed ki waja sey loss kia hai abhi mien ney take profit lagaya howa tha eur/usd per 1.1236 per and market move howi 1.1237 tak or pir reverse ho gai ab meri wo position filhal loss mien chal rahi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                greed is tarah nuqsaan dah hoti hai k apne capital k hisaab se kam lot ki trade naa ki jaae balk huge lot aor huge profit target kia jaae to phir loss hi loss hota hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X