Regular trading gives us best experience....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Regular trading gives us best experience....
    Friends ham men se bahot se log aise hain jin ko agar trading men loss ho jay to phir wo forex ko chor dete hain aur phir jab invest krte hain to phir forex k sath attach ho jate hain, but main smajhta hoon k agar ham regular forex k sath attache rheto ham trading men bahot acha experence bna sakte hain aap apni qeemti ray den...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course regular trading say hamain kafi acha experience ho ra hota hai. Hamain chiay kay jab bhi ham trading karain small lot say karain or hamaray pass bonus remaining hona chiay ta kay koi kisi kisam ka problem na ho. Or ham long term kay liay forex trading main survive karna seekh jain to best hai.
    • #3 Collapse

      Dear aap ne bahut achi baat ki hai aur aap kisi bhi kaam ko agar regular basis per kya jaye tou aap ki uss kaam per grift mazboot ho jati hai aur aap uss freely karna shru kar detay hain issi tarah aap bhi trading regularly karain
      • #4 Collapse

        G han ap ny theek kaha forex mein experience tb hi hota hy jb regular base py trading ki jaye agr ap k pass investment k liey kuch nhi to demo account mein trading krty rahein lekin krein zroor keun k jb ap gap dy k trading krty hain to apka itna experience nhi banta
        • #5 Collapse

          G bahi ap ki bat theak hai hum logon ko loss ka bad forex chorna s bahtar hai ka hum log learn karain jab tk loss nahi ho ga tb tk ap learn nahi kar sakta ho learn krna s ap trading ka acchi tahra sekh sakta hain or loss or account wash s bach sakta hain
          • #6 Collapse

            G han regular koi bi practice ho woh thk hoti ha chahy koi bi shohba ho isi trha forex trading maim bi regular practice aur trading apko confident krti ha ap ko km se km issues aty hain mgr trding analysis k bad.
            • #7 Collapse

              Aslam o alikoum dear brother app ke bat teak hai kay agr aap forex trading main regular trading ke jaiy too us say experience main izafa hota hai aur jab kisi chaz ke main aap attach rhyty ho too aap aik achy trader ban jaty ho
               
              Last edited by ; 14-05-2018, 01:18 PM.
              • #8 Collapse

                Regulariry is the key to success, baz aoqaat loss ki waja se log trade se out ho jaty hen aor 2,3 mah tk ghayb rehty hen,ye theek nai he beshak trading thori thori krty rahen magr zarur krty rahen, zeyada profit leny k chakar me bhi aisa ho sakta he k loss ho jay aor banda trade se ghayb, yad rahy jb koi markete se out ho kr wapis aa jata he to is gap me koi na joi new rules ban jaty hen aor kuchh khatm bhi ho chuky hoty hen, to phir is new start se hi loss ka khadsha lag jata he
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                  Friends ham men se bahot se log aise hain jin ko agar trading men loss ho jay to phir wo forex ko chor dete hain aur phir jab invest krte hain to phir forex k sath attach ho jate hain, but main smajhta hoon k agar ham regular forex k sath attache rheto ham trading men bahot acha experence bna sakte hain aap apni qeemti ray den...
                  Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha regular trade karne se sambandhit ke sath attach rehte hain aur haan main market ki movement Ka Pata Hota Hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                    Friends ham men se bahot se log aise hain jin ko agar trading men loss ho jay to phir wo forex ko chor dete hain aur phir jab invest krte hain to phir forex k sath attach ho jate hain, but main smajhta hoon k agar ham regular forex k sath attache rheto ham trading men bahot acha experence bna sakte hain aap apni qeemti ray den...
                    ye aik mussalma haqeeqat hai key experience kisi bhi kam ke krney sey hi ata hai. or jo kam regular kia jata hai us main ziada barkat hoti hai. same situation here, we know Forex Trading is a online trading business we should do our job regularly so that we can get good experience can improve our working capabilities as well as become more reliable and efficient than before on this Forum.
                    • #11 Collapse

                      g han regular trading karny se market movement asani se hamari samaj me ajati hay, agar regular or daily 1 hi pair me ham trading karen gey to es ka bahot hi faida ho sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        main apki baat sy bilkul agreed houn k koi bhi trader jb daily basis py trading krta hy ya phir trading ki practice krta hy to automatically woh experience gain kr raha hota hy aur is experience ki wajah sy usay trading mein koi preshani nhi hoti aur wohi trader aik din successful trader ban jata hy
                        • #13 Collapse

                          G bilkul is men koi shak ki bat nahin hai k ap trading ko jitna zyada time do gay to utna he apko experience ho ga. Ap ko market ko analyse karna aye ga jis se ap profit earn karna shuru kar dain gay. Experience boht zaruri hai trading k lye
                          • #14 Collapse

                            aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay jab banda sekhta hei nhe teak say phr loss he hota hai aur jab loss hota hai too es kam main dil hei nhe lagta
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum experince ko enhance kar kay kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay experince ko enhance kar kay kam karna chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho skti hay es business main lalach bhi nahi karna chahiey kyun keh lalach main loss ka risk hota hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X