Bollinger band per kaisay trading ki jay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger band per kaisay trading ki jay.
    Members agar aap main say koi bollinger band per trading kar kay profit earn karta hai to apni strategy share karain. Kiun kay main is kam karta hun laikin sat main support or resistance zaroor lagata hun.
    Jab bhi h4 main market band say bar close hoti hai or phir agar aik candle h4 main reverse ki bn jay. Support ya resistance per to phir main trade laita hun.
    Aap bhi apni strategy share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear bolilinger band bahot acha indicator hai aur ye indicator hamen trend ko follow krne men bahot helpful hota hai, ye indicator jab side market ko bahot achi tarah se batata hai aur ham iss indicator ki madada se very easily side market dekh sakte hain.
    But dear ham apni trading ko sirf issi indicator pr ni chor sakte hain iske elawa bhi hamen chart ko poora poora analyse krna chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear brother aap nay aik achi startegy ko discuss Kia hay main nay is say phelay is band Kay uper Kam nahin Kia hay main be is ko demo account main try karon gay jab sahi tarah samja a jay gi tu phir he isnko main real account main try Kar Kay trading karo gay or koi startegy ko fallow karon ga
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat aur strategy bilkul theek hai aur aap bolinger band ka bahut acha istemaal kartay hain aur mere khayal mein tou aap ko itni achi strategy kay sath bhi agar aap ko loss hota hai tou phir meein iss per kuch keh nahin sakta
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bollinger band kafi had tak theek hai aap ne bhi kafi achi strategy share ki hai. Or aap ne jo bhi share ki hai main is tara trade karta hun bonus account per.
          Jab market less volatile hoti hai. Or bollinger band close ho ra hota hai to phir market agar uper band kay chipki ho to buy ki entry ni to sell ki entry bonus account per lay kar kafi acha profit earn ho jata hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X