gold or baqi trading k assets me fark kia hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold or baqi trading k assets me fark kia hai
    dear aj ki meri ye thread es hawalay se hai k gold or baqi trading k assets me fark kia hai

    dekhen gold pori market ka subse tez tareen movement wala asset hai es me agar hume trading krni ajaye to hum jald he apnay goals ko achieve kr skte hain or bht he zada kameyab ban skte hain acha earn kr k hum rich ban skte hain

    magar es k baraks baqi jitne bhi assets hain wo bhi achay hain magar unki movemnet gold ki tarha fast ni hai usme preofit and loss ratio kam hota hai esi lia ap gold par trade krna sekh gaye to apki life change ho skti hai kafi had tak.

    best of luck guys
    THANKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat thek hay Kay gold main market ki movement bohat zyada tez hoti hay jis ki wajay say is main aap aik acha profit ko.hasil Kar saktien Hain gold main is month ki Jo overall trading entry ki ratio hay wo sub currency pair main zyada hay yani sab say zyada trader nay is main trade ki hay
    • #3 Collapse

      Yes dost app nay ache baat ki hai but us ki fast move ki waja say app k accounts bhe wash ye easily kerta hai ager to app new member hain to pher gold main trading say bachain currency say shuro karen our jab ap ki practice ache ho jeay to pher he app real main trade gold karen gay to app ko acha profit milay ga
      • #4 Collapse

        Yes of course gold pori market main sab say taiz moment karta hai. Laikin aap ko pata ho ga kay gold bot he risky elements hai means senstive hai. Kahin per bhi koi chota sa masla ho gold ki price increase hona shuru ho jati hai. Is liay hamain chiay kay bonus account per trading sirf currency pairs per karain ta kay masla na ho.
        • #5 Collapse

          Gee bhaibaap ne bilkul theek kaha hai gold apni movement dollar kay parallel karta hai lakin opposite direction mein move karta hai iss lye doolar jitni tezzi se move karay ga gold bhi ussi tezzi se opposite direction mein move karta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            G bilkul apki baat bilkul sahi hy gold k muqaably mein baqi jitny bhi currency pairs hain un sb ki movement slow hoti hy aur issi wajah sy log baqi pairs mein trading krty huye bor ho jaaty hain gold mein loss aur profit kafi fast hoty hain jo k traders ko trading mein boriyat sy bachaty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X