Fundamental and technical analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental and technical analysis
    Dear members technical and fundamental analysis kay ilawah bhi koi analysis hote hein jo hamin forex market kay ups and downs kay bary main bta sakain jis se hamri tarde main mazeed behtari aaye plz share your valuable comments..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex trading main sab say zyada technical or fundamental analysis he used hotien Hain Jin main technical Anylasis ki important zyada hoti hay or forex trading main used hoti hay Jo fundamental Kay muqblay main zyada durust hotien hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
      Dear members technical and fundamental analysis kay ilawah bhi koi analysis hote hein jo hamin forex market kay ups and downs kay bary main bta sakain jis se hamri tarde main mazeed behtari aaye plz share your valuable comments..
      THANKS
      Bhai mujhr vhi bs fundamental analysis or technical analysis ka pta hai laikin or bhi analysis hain jis k bafay majn mujhe nahi pta kuch khas
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Analysis to ye do tarha kay he hoty hain lekin en ko samjhna itna aasan nahi hai. Fundamental analysis kay ly apko kafi search karna pary ge. Har aik news jo Forex market ko affect karti hai us pe nazar rakhni chahey. Agar hum dono ko trading karty wakt mind ma rakhin to yaqeena hum kamyaab hon gay.
        • #5 Collapse

          my dear Forex trader mai aap ki baat pe agree karta hoon aapne bilkul theek kaha hai ke fundamental aur aajkal analyse Hai machiko movement kehte hain aur uske baad hai jo senior traders hai aur Bahubali trader of fundamental ke sath he trading Karte Hain
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            dear en dono analyses k elawa mere khayal se or koi 3rd analyse to ni hota hai han magar wese 3rd cheez hum ye add kr skte hain k hum market k trend ko samjhne k lia en 2 indicators ka use karen rsi and moving averages.
            • #7 Collapse

              Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur jin dostoun ne reply kya hai unn kay comments bhi bahut achay hain aur mein tou aap se kahun ga kay aap ko internet search karna chahyea jahan se aap ko bahut achay analysis mil saktay hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum sahi say analysis karna seekh jaye gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay analysis karna seekhna chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiey keh es business main khoob time daina cahhiey

                اب آن لائن

                Working...
                X