trading in metals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading in metals
    Currency trading mm ham sab trade kar tahe hote hn aur un mn pait trading ho rahi hoti ha but meta experience ha k agar currency ki bajae meatl mn yani gold ya silver mn trading ki jae tu zayada profit hasil kia ja sakta ha ,is ki waja ye ha k is ko samjna asan ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bahi aap ki baatain bilkul darust hain aur forum per maximum log aisa hi kar rahay hain kyun kay gold aur silver ki trading ko samajhna bhi aasaan hai aur inn mein market ki movement bhi smooth rehti hai dollar kay against
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chiay kay metals main trade karna bot he risky hai laikin agar long term kay liay buy kar lia jay to bot he safe heaven asset hai. Is main long term kay liay trading karna kafi had tak easy raita hai.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
        Currency trading mm ham sab trade kar tahe hote hn aur un mn pait trading ho rahi hoti ha but meta experience ha k agar currency ki bajae meatl mn yani gold ya silver mn trading ki jae tu zayada profit hasil kia ja sakta ha ,is ki waja ye ha k is ko samjna asan ha
        Forex trading market Mein metals ji market bahut hai Jaise Main Karti hai aur metals Mein sabse first gold ki movement hoti hai aur gold Madrid karna Kafi risky Hota Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear brother forex main Mera lehaz say sab say zyada trade gold main enter ki jati Hain q Kay is main movement bohat zyada hoti hay jis ki waja say aap ko aik acha profit be hasil.ho sakta hay is lay hum ko currency Kay sath sath is main trading karni chaiey
          • #6 Collapse

            Bhai g main khud metals especially gold mein trading ko ziada like krta houn keun k aik to gold ki movement achi hoti hy aur doosra is mein currency pairs k muqaably mein profit ziada hota hy currency pair ki movement kabhi kabhar to bahot ziada slow ho jati hy jo bor krny lagti hy
            • #7 Collapse

              bhai apki bat bhi sahi hai mghr mera yah khyal hai k jis main hmara expernce hota hai osi main trdaing achi hoti hai or hmain acha profit bhi milta hai tu yahi bhtra hai k hmain wophi material use karna chahye trdaing k liye jis main hmain expernce hai k hum yah achi trha kar ksty hain or hmain acha profit bhi mil skta hai chahye wo gold ho ya metal ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum metal par trading karna chahty hay to eskay liey humay chahiey keh ziada say ziada experince ko enhance karen kyun keh agar huma trading experince acah ho ga to he hum market main safe earning akran seekh sakty hay aur humari trading bhi tab he achi ho sakti hay es business main humay lalach say bhi bachna chahiey

                اب آن لائن

                Working...
                X