Forex trading main khud etamadi both lazmi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main khud etamadi both lazmi hay
    Respected forex members meray experience kay mutabiq hamesha hamin apni strategy ko use karty howe trade karni chahiye sirf start kay kuch din ham apny teacher se kuch guide lay sakty hien baki ham bilkul independent ho kay is main kaam karna chaite kiun kay har account ka different condition hoti hay aur ho sakta hay kay jab ham kisi ki strategy ki copy karin to to buri tarha naaqam ho au ham account wash karwa betahin plz share comments..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat theck hay hay agar hum forex main khud itmadi say Kam nahin layien gain tu hum ko loss ho gay q Kay Jo be aap Kam kartien Hain us main khud itmadi bohat zoroori hoti hay tab he aap us main aik kamyab insan ban saktien Hain
    • #3 Collapse

      Bilkul dear bro ye to lazmi bat hy jb ap me confidence hi ni ho ga to ap trade krty ho hichkchain gy risk ni len gy forex me risk lena prta hy or confidence b zrori hy tb ap kamyab hon gy
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai khud etemedi forex trading kay lye bahut zaroori hai aur humain chahyea kay hum forum per full confidence kay sath kaam kya karain aur koi bhi faisla karnay mein jhijakna nahin chahyea warna hum lossnkar saktay hain
        • #5 Collapse

          Khod itamadi insan main kamyabi hasil karna ka aik mosbit pehlo hoti hai forex main agr koi trader khod par itamand nai karta tu wo trade lgaty howay bahat mushkil main ho ha koun us par yeh itamand nai ho ga ke wo kuch acha aur profit able kam kar skay ga is leg khod main confidence piada karen tahke achi se achi trading kar paein
          • #6 Collapse

            self confidence ya khud etemadi life ke kisi b field mai kamyabi kay liye lazmi hoti hai iss trah say traders kay liye b apny oper confidence hona zaroori hai . khud ehtaimadi tab he hasil hoti hai jab traders kay pas market ka aur trading ka acha knowledge hota hai . lakin sath sath traders ko over confidence aur confidence mai faraq b lazmi karna chiye kion ke over confidence say kafi loss ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              G haan brother hum ko pehly demo pe kaam karna chahey aur apni strategy pe tawajah deni chahey jub hmaari strategy kamyaab ho jaay to phr wohi real account pe implement karni chahey aur zayda jazbati nahi hona chaey. Jab hum apni strategy main consistent rahin gy to kamyaab hon gy INSHAALLAH.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                Respected forex members meray experience kay mutabiq hamesha hamin apni strategy ko use karty howe trade karni chahiye sirf start kay kuch din ham apny teacher se kuch guide lay sakty hien baki ham bilkul independent ho kay is main kaam karna chaite kiun kay har account ka different condition hoti hay aur ho sakta hay kay jab ham kisi ki strategy ki copy karin to to buri tarha naaqam ho au ham account wash karwa betahin plz share comments..
                THANKS
                Trading krny k liye sab sy ziada zroori hai k hamain khud pai confidence ho agar ham khud pai aitmad kr k trade krain gy to achi trade kr skain gy
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  g bhai apki bat sahi hai or main apki bat se garee hun forex trdaing main khud par bharosa rakhty howe trdaing karni cahhye q k jub hum trdaing karty hain or psch kar chalty hain tu jo hmain gide karta hai wo apny account k hsab se apko koi mashwra deta hai tu apko loss ho skat hai khud sikhen or khud karen
                  • #10 Collapse

                    apki baad sahi hay forex trading main khud aitmadi tab he ati hay jab hum forex trading kay bary main learning karen gay aur esmain humara experince bhi acha ho ga ye tab he ati hay aur es trha hum forex trading main kamyab bhi tab he ho sakty hay humay chahiey keh esmain khoob time dia kar kam karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear forex mein trading krny k liey jis tarah baqi cheezon jaisa k knowledge,practice aur experience ki zroort hoti hy bilkul aisy hi self confidence ka hona bahot zroori hy agr ap k pas apni strategy hy to ap fully confident ho k usay follow krein aur agr us mein loss ho jaye to bagher kisi preshani k us mein changing krein

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X