Forex trading main loss risk ko minimize kesy kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main loss risk ko minimize kesy kerain
    Loss ko minimize kerny ky liay hamesha pending orders per trade kerain agar pending orders maximum support aur resistance per lagy hon aur sath stop loss aur take profit bhi lagaya jaey tou loss ka risk bahot had tak kam ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ne kafi achi bat ki hai. Laikin zada tar log stop loss market main lagatay nahi hain jis ki waja say aap kay lain kay trades aksar zada loss main chali jati hain. Or hamain profit nahi hota forex trading say long term kay liay hamara bonus account phas jata hai.
    • #3 Collapse

      Friends ap ny bilkul sahe bat ke hy pending orders bohat he faidamand cheez hy is ka istanal sy ham loss ko minimize kar sakty hen agar pending orders ko support and resistance pa lagaya jy and agar ham currency pair pa trading kar rahy hen to SL zaroor istamal karna chaye warna trade lamby arsy ka liye loss ma phans jati hy
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bahut achi informations de hain aur loss ko minimize karnay ka bahut acha formula bataya hai aur mein ne aaj tak tou kabhi yeh strategy use nahin ki lakin ab mein iss ko zaroor try karun ga
        • #5 Collapse

          My deat Forex trader aapko chahiye ke Forex trading karte hue aap toh pros use karna lazmi hai Kyonki aapko lost nahi hoga aur aapka account was bhi nahi hoga
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            G haan apki bat bil kul sahe ha pending order pay trading kafi useful rehti ha. Jis currency ya metal pay hum nay trading krni ha usko minimum aik week watch krain aur uski maximum aur minimum limit note krain phir us hisab say pending order lga dain to ap k loss k chances kafi had tak kam ho jane gay
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
              Loss ko minimize kerny ky liay hamesha pending orders per trade kerain agar pending orders maximum support aur resistance per lagy hon aur sath stop loss aur take profit bhi lagaya jaey tou loss ka risk bahot had tak kam ho jata hai
              Agar Humma Forex trading Main Apne desh ko ko minimise karna chahte hain toh uske liye zaroori hai ke Humma trading ke baare mein knowledge or information Lekar trade Kare aur Kabhi B greede Na Kare
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Ap sab ka boht shukrya k ap logon ne achi achi advice d hain.market men zyada tar log stop loss use nahin karty jo k mery khyal se achi bat hai. Sirf take profit ko use kya jaye to loss ko minimize kya ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  agar hum kam say kam risk lain gay to humari trading bohat achi ho skti hay es business main humay mehnat karni cahhiey kyun keh mehnat karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain money management karty huway he kam karna chahiey tab he achi earning kar sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    aapne bhot he achi baat ki hain bhot he achi baat agar hum kiisi b trade main small lot k sath risk le gy tu hamari trading bhot achi ho skti hain main ne bhot dekha hain k log best best trader b ho k demo pay b trade kar rhy hote hain qk agar aap kitni trading karte hain aap dekte hain k hamari trading kisi hain hum kiya kar skte hain apni trade ko ksy behtar bana skte hain tu is k liye hum ko trades opan he karni hogi vo koi b pair hi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X