stop loss ka sahee istimal ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka sahee istimal ...
    Trading mn stop loss aik bahut hi ahmiat ki hamil ki hamil ha mn apne experience k sath keh raha hun k agar ap stop loss ka sahee use ni karen ge tu ap ko loss ka samna karna parta ha stop loss us soort mn lagaya jae jab ap trde ko sahee monitor na kar saken tu ap is ko laga kar befikr ho jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex member aap ne bahut achi informations de hain aur iss ka sub logon ko bahut faida ho ga aur agar aap kay account mein balance bahut zayada hai tou phir mein yehi lahun ga kay trade mein risk lain aur stop loss na lagain
    • #3 Collapse

      bahi mery khayal mian stop loss k bghair trading karni he nahin chaey kun k agar ap market watch kar b rahy hain tou bohat time aisy hota hai k market main kisi news ki vja say votality itni ziada ho jati hai k humain samjh he nahin ati movement ki aisi main agar position hamary against chaly jaye tou choty account k wash hony k chances bohat ziada ho jaty hain is liye agar ap market watch kar rahy hain ya nahin ap ko stop loss k sath he trade karni chaye
      • #4 Collapse

        Stop loss lagaya ho to loss hum ko hota hai lekin agar Stop loss na lagaya ho to hamara account wash ho sakta hai ya phr bht bary loss ma ja sakta hai es ly TP na bhe ho to SL zaroor lagana chahey.
        • #5 Collapse

          BHT achi post ha k stop loss lgana bht important ha.agr AP ne stop loss ni lgaya to maximum chances hen k apka account Wash hojaega.lekin agr stop loss lga hua ha to ap befikr ho k trade lga k chor Dena.
          • #6 Collapse

            je han bilkul stop loss ka sahe use krna chahe eska subse behtareen faida ye hai k humara account washout hone se bach jata hai jis waqt hum market ko watch na kr skte hain specially us waqt.
            • #7 Collapse

              stop loss ka istemal forex trading men reerh ki haddi ka maqam rakhta hey . is sey na sirf ap ka capital ki hifazat hoti hey bal ka ap ka account wash honey sa bhi bach jata ha lihaza ap stop loss ka istemal zaroor karen.
              • #8 Collapse

                my dear Forex trader aapne bilkul theek kaha hai ke Forex trading means stop loss ki bahut hi jyada ahmiyat hai agar aap stop loss nahi use Karenge toh aapka account was hone ka Khatra rehta hai aapko money management rakhne ke liye stockpro use karna lazmi Hota Hai
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ka sahee istimal ...

                  Assalamu Alaikum dear friend ummid hai aap sab khairiyat se Honge friend se Jaisa ki aap Jante Hain Ki stop loss Forex mein bahut hi jyada importance hai agar aap market ko Sahi mahine mein analyse nahin kar sake Hain aapko use Surat Mein stoploss Jarur use karna chahie stop loss ko use Karenge to aapko Agar nuksan hoga to bhi kam se kam Hoga aur aap befikri se Raha sakte hain lekin agar aap stop-loss ko use Nahin Karenge to aapko bahut jyada loss hoga isliye Hamen stop-loss Jarur use karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ka sahee istimal ...

                    bahi mery khayal mian stop loss k bghair trading karni he nahin chaey kun k agar ap market watch kar b rahy hain tou bohat time aisy hota hai k market main kisi news ki vja say votality itni ziada ho jati hai k humain samjh he nahin ati movement ki aisi main agar position hamary against chaly jaye tou choty account k wash hony k chances bohat ziada ho jaty hain is liye agar ap market watch kar rahy hain ya nahin ap ko stop loss k sath he trade karni chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ka sahee istimal ...

                      Aap Jab ek dam ka Sahi istemal Karte Hain tabhi aapko Uske acche results Milte Hain agar aap usko use Hi Sahi tarike se nahin Karenge yah aap uska use karna Nahin Aata to aap usse kabhi bhi result Hasil nahin kar sakte isliye sabse Pahle chizon Ka istemal Saken Uske bad Uske model comment den AC trans SL trading mein bhout ahmiat ka hamil Jab aap apne Excel ko trading mein sahi Jagah per Lagate Hain To aap ka account wash hone se ban jata hai yah aapka account minimum last Mein jata hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ka sahee istimal ...

                        Walekum assalam Forex memorably bilkul sahi baat kahi hai aur bahut important information share Kiya Kar jab main Pakistan Forex trading course start karte Hain to Ham bhi stop-loss ki strategy ko bhi use karna chahie kyunki isase Ham account was hone se hamara baccha aata hai aur hamara kaun se vrat hai kyunki Jahan per humne loss ki limit rakhi hoti hai vahan per hamari trade close close Ho jaati hai jisse Ham bahut bade lost se bajate Hain isliye hamen stop-loss ko use karna chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X