Ham trade open krne se pehle apne mind men aik profit ka target banate hain, k market iss point tak jay gi aur hamen itna profit hoga, but jab ham apne target ko achive kr lete hain to phir ham lalach men par jate hain aur apna gain kia hua profit bhi loss men convert kr dete hain, isliye main smajhta hoon k jab hamen hamara target mill jay hamen trading stop kr deni chahiye...
Am i right?
Am i right?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим