insta ka lowest spread currency pair

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    insta ka lowest spread currency pair
    forex market mein tamaam brokers ny currency pairs py apny apny spread fix kiey hoty hain mera un tamam members sy ye sawal hy k insta ka kis currency pair py lowest spred hy ya phir tamaam pairs k liey aik hi spread fix hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear insta forex aisa broker hai jis main spread fix hai or major currency per sab say kam spread hota hai.
    Insta forex kay major pairs usdjpy eurusd gbpusd hain.
    In pairs per minimum fixed spread 3 pip hai. 1.0 ki lot laganay per aap ko 3 dollar ka spread pay karna paray ga.
    • #3 Collapse

      Dear har broker ka apna fix spread hota hai agar baat instaforex ki jay to jitni bhi major crunccies hongi unka spread kam hi hoga aur agar aap gold ya Bitcoin ki baat kren to in men bahot ziada spread hota hai iss ziada spread ki waja uss pair ki ziada movement ki waja se hota hai.
      Main smajhta hoon k hamen always major crunccies pair ko hi choos krna chahiye q k in se ham better trading kr sakte hain.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Bhai mery khayal ma insta forex baqi tamam brokers sy kam spread deta hy and currency pairs ka ooper insta ka jo kam sy kam spread hy wo 5 pips hy
        • #5 Collapse

          Dear tamam currencies kay different spread hain aur pakistan mein insta forex hi hai jo fix spread deta hai aur baqi tamam brokers ka spread floating hota hai kabhi kam kabhi zayada iss lye insta forex mein trading aasaan hai
          • #6 Collapse

            Dear har broker ka apna policy kay lehaaz se spread hota hai aur ye fix bhe nahi hota na he insta ka aur na he ksi aur broker ka. Market movement kay hissab se change hota rehta hai. Aur jo brokers spread bht kam rakhty hain ya bilkul nahi rakhty unko lazmi check kar kay investment karni chahey
            • #7 Collapse

              Forex trading mai har currency pair ka apna apna spread hota hi aur yeh daily price movement aur market volatility kay hisab say brokers nay set kiya hoa hota hai maire khayal say.
              Instaforex per aur aksar baqi broker kay pas sab say kam spread wala trading pair EURO/USD hai jis mai trading karty time sab say kam spread charge hota hai, aur sab say ziada spread crypto-currencies kay hai instaforex per.
              • #8 Collapse

                Instaforex ak bohat acha broker hai. instaforex nay currency kay different groups hai jin kas spread bhe different hai. es tarah say ap jo bhe currenies ka group select kro gy tou es ka spread bhe different ho gy. es say ap apnay account ko asani say manage kr sakty ho.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading mein jitny brokers hoty hain sb ka apna apna spread fix hota hy aur insta ka tamam major currencies py fix spread hy jin mein EUR/USD ,USD/JPY,EUR/JPY etc hain aur in currency pairs py spread 3 hy aur chahy apka profit ho ya loss insta apna spread zroor ly ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X