Learn from your mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn from your mistakes
    Dear member jaisa k hum sb janty han k bht se log forex me trade krty waqt mistakes krty han or loss kr lety han lehaza hamen chaey k hum apni mistakes se sabak hasil kren or un mistakes ko dobara na dohrain ta k hum loss se bach saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Daikhain dear aap nay achi bat ke hai kay jab bhi koi trader galti krta hai wo galti us kay lay learning hoti hai es laiy agr galti ho jaiy too us ko teak kai jaiy
    • #3 Collapse

      ap nay dost theek kaha hai k humean forex main jitna apni mistakes say learn kerty hain itna humean our kisi bhe cheez say siekhna ka moka nahe milta hai but forex main ache learning wohi kert hai jo k mistakes ko repeat nahe kerta hai
      • #4 Collapse

        G bilkul esa hi hy k hm apni ghlrion se hi sabaq lety hyn or wohi ghltian phr ni duhrani chahiy isi tara forex me b ghlti se apna loss kr lety hyn us glti se next bcha jay ta k hmy next loss na ho
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mansoor kazmi پيغام ديکھيے
          Dear member jaisa k hum sb janty han k bht se log forex me trade krty waqt mistakes krty han or loss kr lety han lehaza hamen chaey k hum apni mistakes se sabak hasil kren or un mistakes ko dobara na dohrain ta k hum loss se bach saken
          ye aik aam si kahawat hai jo daily life main ham aksar suntey rahtey hain keh tab tak ham kuch seekh hi nahi sktey jab tak kuch galti nahi hogi. mistakes hmaisha elam main azafa ka sbab banti hain. inn sey hmari observations and experiments ziada reliable hotey jatey hain. mistake sey hamen kabhi loss ho skta hai lakn usey waqti samjh key khamiyan khatm kr key mazeeed koshish jari rakhni chaheay.
          • #6 Collapse

            Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur yeh bahut zaroori hai kay insaan apni ghaltioun se seekhay aur tamam kamyab log aisay hi baray log nahin ban jatay hain unn sub ne apni ghaltioun se sekha hai aur dobara woh ghalti nahin ki jo un se pahele ho gae thi
            • #7 Collapse

              Yes dear bat ap 16 anay thek kr rahay ho lekin koi amal jp nai krta. Me aur ap kehtay hain k apno ghaltion say sabaq hasil krain gay lekin hum phir apnay ap pay control nai kr sktay. Hmain chaeay k apni ghaltion par ghor kr k aenda un ghaltion k repeat na honay ka ehd kr lain. So very good post by you. Thanx to all
              • #8 Collapse

                Wo insan hi keya ho apni galtion se seekhy na, yahan forum me jb bhi koi ghalti ho jay usko apny pass written me ly ana chahiy, jb aik cheez me aa jay gi phir sawal hi paida nai hota h woh ghalti dobara se ho jay jb tak k ap khud murtakib na hon us ghalti k
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  jo mistake app kar lety hey agar app wo mistake per se trading me karen gey to es ka matlab ye hota hay key app kabi be trading business me success hasil nahi kar sakty hey, apni ki gai mistakes se learning karna hi app ko successful karwa sakta hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X