Trading mein apni strategies banana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein apni strategies banana
    Dear members mere khayal mein humain apnay trade mein khud se strategies banani chahyain aur confirmation kay lye apnay kisi expert dost se lazmi share karain ta kay humain experience ho aur iss tarah hum forex ko jaldi seekh bhi saktay hain aap iss baray mein kya kahin gay please comment thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes app ny theek kaha hy humean apni strategies bnanani hoon ge our pher ager kisi say discuss ki bjaey un ka demo main apply kia jaey our ager wo successful hoon to bhae pher he un ko real account main apply ker k hum acha profit earn ker sagty hain our us tarha humean confidence bhe ata hy
    • #3 Collapse

      Jesa k hum nay diekha hai k forex main her trader ki earning different hoti hai reason her trader ki apni strategy hoti hai our jes ki strong hoti hai wohi us main acha profit earn kerta hai to humean bhe apni aik strategy bna k demo main practice kerna ho ge pher he hum kamyaab ho sagain gay
      • #4 Collapse

        Apni strategy hanana bahot achi bat he, aor ye waqt guzrny k sath sath ati he ,forex me behtr strategy seekhny k liy demo account pe practice bahot lazmi he, direct forum pe strategy lagana apna nuqsan khud krny k motaradif hehe,
        • #5 Collapse

          sab traders ki apni apni trading ki strategy hoti hay, hamy chaye key ham jo be apni trading me strategy use karty hey hamy sab logo key sath us ko share karna chaye.
          • #6 Collapse

            Trading mein experience haasil krny k liey apko apni strategy banani chahiey aur loss ki fikr kiey bagher apni planning aur strategy sy aagy barhnna chahiey agr to apki strategy kamyab ho jaye gi to apka confidence aur experience dono improve ho jaein gy aur agr nakaam ho gi to koi masla nhi us strategy ko change kr dein
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein apni strategies banana

              Tamam dosto ke kedmat main mera salam.
              Dosto jesa k aaj ka mauzo" Trading mein apni strategies banana" is mauzo k mtabiq mera ya kehna hy k aap trading krty hain ya koi b kam krty hain us ko shro krny sy phly ya samjna boht zarori hy k main jo kam krny ja rha hon aya us kam k bary main mari malomat ktni hain or us kam ko paya takmeel tak puhnchany mujy konsy Asool wo zawabit la kehyal rakhna ho ga.tb ja kr hum us kam ko paya takmeel tak puncha sakty hain.ab bat krty hain trading ke to jb hum trading ka kam krty hain to humain trading k Asool o zawabet la pata hona zarori hy us bad hum apna lahia amal tay krty hain.or aik to wo Asool hoty hain jo Hamin diy Jaty hain or aik wo Asool hoty hain jo hum apny liy kod tay krty hain.jb hum apny liy kod Asool ty krty hain or un par amal krty hain to chay wo koi be kam ho kas tor pr trading ka to hum us main kamiyab ho sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein apni strategies banana

                Yes app ny theek kaha hy humean apni strategies bnanani hoon ge our pher ager kisi say discuss ki bjaey un ka demo main apply kia jaey our ager wo successful hoon to bhae pher he un ko real account main apply ker k hum acha profit earn ker sagty hain our us tarha humean confidence bhe ata hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein apni strategies banana

                  Assalamu Alaikum bilkul bhai jaan aapki baat theek hai trading ke bare mein bare mein acchi maloomat hogi uske rules Pata Honge Bar Bar practice Hogi Manav Mein Ham bahut Kuchh kar sakte hain Kyunki Hamen is se pahle is ko bahut acche tarike se samajhna Hoga aur mehnat Karni Hogi Kyunki Jab acche tarike se samajh Lenge tabhi ya Maar Diya faydemand Hogi To Hamen pahle pahle samajhna Hoga isko Uske bad tragedies FIR kam karna hoga Hamen fayda fayda hoga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X