Forex trading main Robo use kar sakta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashif Iqbal پيغام ديکھيے
    My dear Friend hum Forex trading main robo use kar sakta hain ka nahi aur agar use kar sakta hain tu Robo ka kya fahida hai kya hum achi earn kar sakta hain ka nahi . . . . .
    Bhai Forex mein app robot he use kar sakte ho Lekin us k liye app k pas robot tu ho us k sath app k pass achi information ka hona b bohut he lazmi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      es kay bary mai mujh zada knowledge nahi hai k ap bonuses account par bhe robort ko use kr sakty ho ya nahi. es kay lye ap ko broker ki helpline say discuss kray. es kay bad robot trading ko apply kray.
      • #183 Collapse

        robo trading jo hai yeh automatic trading system ka ak hissa hai and iska sab se bara jo drawback hai woh mechanical failture hai jis se apko bohat zyada loss ho sakta hai mostly professional traders bilkul preffer nahe kartay robo trading ko agr ap ak aysay insan hain jis ko apnay emotions control karna atay hain toh i think a machine can never replace you. lehaza meri suggestion hai ky robo trading ko avoid karein and manual trading karein.
        • #184 Collapse

          forex main robo use to kar sakte hain lekin aisa karne se ham ko trading ka experience hasil nahee ho sake ga jo k acha trader banne k lye bohat zaroori hai robo se behter hai aap manual trading kare jis se experience hasil ho
          • #185 Collapse

            g g q ni ap as Robo ko istamaal kar sakty as say ap ko asni hu to ap as ko kar sakty hi as ma ko harj ni hi par wo kam mat karo jis say ap ka account ban hu jay awor ap ki ak galti ap ka poary month ka bouns par jo ap mahnat kar ka baanaty hi ao ko as ka nuksan oathana paary
            • #186 Collapse

              hamain is forex main rebot main trade karny k liye boht hi experience hasil karny ki zarorat hoti hai aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur earn karein gay
              • #187 Collapse

                is forex main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gayy aur market main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main greed ko avoid kar k bu hum earn karein gay
                • #188 Collapse

                  Gee Han forex trading mn Robort use kr sukty hain aor jo log ziada time ni day sukty market ko ya job login ko achi trah knowledge ni hota tu un logon ko chahay k robort trading kren yani k auto trading kren as mn ziada profit hota hai aor loos k chance kam hoty hain bus Robort trading k liay ap k account mn balance ziada zarurt hota hai wesy Robort trading asan hai manual trading krny sy
                  • #189 Collapse

                    g bro bilkul forex trading k lia ham robot use kar skty ha or es sy work ly skty ha forex trading risky business ha or jo log es mi khud traidng karny sy darty ha wo robo use karty ha ku k robot auto trading karta ha hamari jaga or es mi profit b hota ha or loss k chances b rahty ha but robot use karny k lia accunt mi balance zayada hona chaheya.
                    • #190 Collapse

                      Dear ap trading k liye bilkul rebote use kar sakte hain ye wo log zayda ter use karte hain jo trading k bare main zayda nahin jante hain aur khud tradimg nahin kar sakte hain laikin mera ye zati raye hai k ap khid trading karen q k jo kaam tum khud kar sakte ho wo rebote kabhi nahin kar sakta hai
                      • #191 Collapse

                        yah ap k expernce par depend hai aghr tu ap ny rebbort trdaing ki pratice ki hai or ap k pass es ka expernce bhi hain tu bilkul kar skti hain or achi eraning bhi kar skti hain yah tu un ko yaph lagy gi jinhun ny es ko pahly kabhi kiya nahi hain
                        • #192 Collapse

                          forex main palne kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur rebot main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main run karein gay aur market main sab kam kar sakty hain aur market main up aur down ko dekh k hi hum real main profit hasil kar k hi hum kamyab ho sakty hain
                          • #193 Collapse

                            forex trading main robot ko use nahi kerna chaiya.is say trading main apko koyi khas faida nahi hota ha.main nay buhat say log is tarha kay dakhay hai.kay jo trading main robot ka use karty thay.or unks pora capital hi loss ho gaya.bas us kay baad main nay ya faisla ker liya kay main kabhi bi robot trading nahi karo ga .manual trading ki madad say is business main acha profit mil sakta ha.bas shart ya ha kay apkay pas is business ka acha knowledge hona buhat zarori ha..
                            • #194 Collapse

                              is forex main hard work karni ho gi aur rebot main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur experience hasil kar k hi hum achi rade karein gay tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say faida ho saky ga ta k loss kam ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Bhai ap.robot ma treading kar skty hain or ap as ma prefit bhi hasl kar sakty hain lkun robot ma loss ky bhi chanice hoty hain robots ma treading karny ky lye blance zadia huna zori ha forex robot ma treading kar sakty hain agr hum naruml treading na kar sakty to auto treading kar sakty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X