Forex trading main Robo use kar sakta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    robot ka opetion to mojod hai lekin ye nahi maloom k kesay hum nay us say kam lena hai ye sari baten hume tutorials dekhnay say maloom hoti hai aur samjhnay say he ati hain hum is me kabhi b tukka nahi laga sakty hain hume her tarha say he kam karna hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han jee bilkul ham forex trading ke liye robots istemal kar saktay hen or tmam borkers me robots allowed hen is but me ne abhi tak koi esa robot nai dekha jo sirf apko profit he de. ajkela market me bohat saray robots mjood hen jo ke trading kartay hen or profit to dete hen but kahi na kahi market ki gair mutwakay movement ka shikar ho jatay hen or ap ki bardasht se zyada loss kar jatay hen jis se apka sara profit or real investment bhi loss ho jati hay is liye sirf self ttrading pe etmad karna chahye
      • #138 Collapse

        yes ap is business main robot use kar sakty hain lakin us se apko ziada profit bhi earn ho sakta ha or ziada loss bhi ho sakta ha q k us main auto trading hoti ha or sari trading robot hi karta ha apka koi amal dakhal ni hota
        • #139 Collapse

          mere khiyal mein robot use nahi karna chahiye,robot humein achi trading kar k deta hai jis say hum acha profit earn kar skte hein,ye bhi aik fiel hoti hai ,lekan jab ye loss karta hai tu bohat ziyada loss bhi karta hai,khud trading karna best hai,har borker robt ki ijzat nahi deta,robot use karne say apka account disable bhi ho skta hai
          • #140 Collapse

            Meray khayal main to robot ka koi faida nahi hy. Is sey behtar hy keh aap manual trading hi karain. Is main yeh hota hyh keh aap forex ko enjoy bhi kartey hain aur sath sath decisions change bhi kartey rehtay hain. Agar aap ney forex ko achi tarah learn kia hy aur demo acount main practice bhi ki hy to robot key baghair trading aap ko buhat faida dey sakti hy.
            • #141 Collapse

              Karney key liye ap bilkul kar saktey hain or faida yeh hai key wo apko us mien kuch karney ku zarorat nahi hoga ap ka robot he ap ki jaga per sarey positions ko execute karta rahega but us mien bhi kehtey hain key kafi sarey losses ho jatey hain faida nahi hota hai.
              • #142 Collapse

                Aap forex trading par robot use tu kar sakte hu par main maloom kia hai forex robot fake ho ti hai robot par ziyda tar loss ho ta hai
                 
                • #143 Collapse

                  ji haan bilkul agr hamare pass forex mai robot use karne ki sari detail hai to ham ba asaani robot trading kar sakte hain , lakin robot pr trading krnay k liye investment zada honi chahye, low investment pr robot ko use nhi krna chahye,
                  • #144 Collapse

                    dear aap forex may robot ko use kar saktay ho laykin ya aap ko profit say ziyada loss dayta hay quen kay jo bi robot hota hay us ko kam say kam 10,000 usd ki equity chahiya hoti hay or zahir hay itni equity kisi kay paas bi nahi hoti hay iss lihaz say koi bi robot ko kam equity par jab chalata hay to us ka account wash ho jata hay.
                    • #145 Collapse

                      Forex forum traidng my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap is
                      • #146 Collapse

                        Dear hem nis business me robo ka use nhi krna chahe kyun k agr hm is bsuiness me robo ka use karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me robo ka use nahi kiaa kareen agr hmen is business me acha earn karna ha
                        • #147 Collapse

                          g bhai ap kar skta ha lakin ma apko iska mashwara nahi du ag kiyu ak yah aik machine ha ur machine ksisi bi time kam karna band kar skti ha is surat ma apko loss hu ga is lia ap isa na kara balka ap apna mind use kar ka kara to ap kabi loss nahi uthai ga aur apko is sa kafi faida bi hasil hu ga aur is sa ap kama bi saka ga
                          • #148 Collapse

                            robort hamesha say he apko risky trading mai loss kar deta hai kiu k simple trading he best hoti hai loag is cheaz ko theak say nhe understand kar pate hai and ye robort humare liye waisay he dangerous hota hai shuru mai apko profit deta hai and baad mai apka acount b wash kar sakta ha
                            • #149 Collapse

                              jeee haan haaam forex trdaing main robot bhi use kar skty hai es see hamain bohat jald faida bhi hoo skta hai or hamain es seee nuksaan bhi hoo skta hai,,..,.,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g han robot use kia ja sakta hay magar es k ley app ka capital ka zeyda hona bahot zarori hay or loss b ho sakta hay es k ley b mind ko tayar rakna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X