Forex trading main Robo use kar sakta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    haan kar saktay hain is ko use karnay ka liye itna learn bii nahi karna parta hain bas app ko is ko on karna ata hooo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      robo use tu kar sakte ho laiken yeh benifit kum deta ha aur loss bht zaida hota ha sub robo start main profit dete hain aur pir achanak bht zaida loss kar dete hain even wash ho jata ha account
      • #108 Collapse

        g nahi mere bhai jan mein tou yeh smajhat hoon k aap insta forex per hi tarde ko ker saktey ho robo ko use nahi ker saktey ho.
        • #109 Collapse

          g bro bilkul forex trading k lia ham robot UTILIZE kar skty ha or even es sy operate ly skty ha forex trading risky business ha or maybe jo Firewood es mi khud traidng karny sy darty ha wo robo USE karty ha ku k robot auto trading karta ha hamari jaga as well as es mi revenue b hota ha or perhaps loss k opportunities b rahty ha but robot MAKE USE OF karny k lia accunt mi balance zayada hona chaheya.
          • #110 Collapse

            g haan forex main aap robo istimaal kar sakty hain lakin robo aap ko kabi earning kar k nai dega aap ko loss hi hoga lakin agar aap real trade karain gy to aap boht hi achy rahain gy forex main aap ko market ko analyze karna ana chahiye baki aap trade achi kar sakty hain
            • #111 Collapse

              Aap trading ke liye robot use kar sakte hain. Robot ka faida yeh hai ke woh khud hi trades open karta hai aor khud hi close karta hai, hamen kuch karne ki zaroorat nahi hoti.
              • #112 Collapse

                Mara bahe ma ap ko btao ka ham is ma robot use kar to sakta han lakin agar ham is ko trading ma use karan ga to haman is ma loss ka chances zayada han is waja sa haman ya kam khud karna chaheye..
                • #113 Collapse

                  No dear hmen is business me robo ka use karna nahi chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen apni investment kisi bejan cheez k hath nahi dini chahye isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah mannual trading kareen
                  • #114 Collapse

                    G ap forex trading mein robot use tu kar sakty han aur ho sakta I'd she ap profit bhi ho likn ap kuch learning hasil nhi kar sakty koik ap khud trading karo ge tu ap ko knowledge aur expernis ho ga ji se ho sakta hy pehly loss ho likn bad learn k bad ap acha profit Basil karo he.
                    • #115 Collapse

                      yeh aik new cheez hai jo forex trading k business mein introduce hoe hai wasay tu aap use ker saktay hian but ager mj say pochain tu mein kahaon ga keh nahi is ko aap use na he kerain tu acha hai kyun keh is say aap ka loss bhat hoo ga start mein tu kia pata aap ko kuch na kuch profit bhee hoo lakin reboot k use mein loss k zayada chances hotay hian
                      • #116 Collapse

                        Forex tradig me robot use kar sakte hen leken mera khial he k robot ki bjaye hume khud se trade karni chaye robot se trade ko handle kar bi itna s=asan ni he
                        • #117 Collapse

                          G han forex mien hum robo use ker sakty hein lakin yeh robo ziyada tar woh trader use kerty hein joh risk lenay say dartay hein joh trader experience ki bana per risk lety hein woh iss ka istamaal nahi kerty
                          • #118 Collapse

                            loss that reminds us to constantly learn and seek knowledge means that much of our knowledge has not been enough to make a profit in forex.
                            • #119 Collapse

                              g. bikul ap forex treading me robot use kr sakty hai jis ka ap ko fadad b hi ho ga aur yeh aik achi cheez bhi ap is se aik acka profit kama sakty hai. robot ko time frame me 1m, ya 5m par use krna chaye ta k wo best treading kr saky.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex main hamain khud trade kar k earn karna chahiay.robot thaik nahin hain and un main insaan nay hi feeding ki hoty hai.and robot khud kuch nahin analysis kar saktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X