Forex trading main Robo use kar sakta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Brother use Tou Kar Saktay hain magar Aap pehlay Manual trading Ko sekh lain Phr us K baad Aap Robot Ki Taraf jana jaab Aap k pas kam Az Kam 5000 $ Ka Account ho,is Say Kam account par Robot use Karnay Ka faida nahin hai,bas Aap dekhtay Rahain Gy robot khod he trading Karay gaa kuch robots Ap Say lot size har Trade par mangtay hain kuch preset hotay hain laikin Meri nazar Main Chotay capital K liye Robot fuzol hai
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g bilkul robo use kr sakty hain lakin jo kaam insaan ny apny haath sy krna hota hai us ki to baat hi kuch or hoti hai
      • #48 Collapse

        men to new ho par robot k bare men ziyda nhi janta ho par men ne suna hai ke robot ka koe faida nahi hai es me loss hota hai
         
        • #49 Collapse

          my freand i like your questin ap forex ma trading kar sakta han is sa apka earning chance barhta ha ya aik best field ha jo poree dunia ma use hote ha .thanks
          • #50 Collapse

            bhi agr hamare pass forex mai robot use karne ki sari detail hai to ham ba asaani robot trading kar sakte hain is se hamen time ki bhi bachat hoti hai or ham kam waqt mai earning bhi kar sakte hain.....
             
            • #51 Collapse

              Sir gar hum manual trading na kar sakein to auto trading kar sakte hain. Auto trading hai bohat risky aur baz awqat loss main trades open kar raha hota hai. Is liye main manual trading ko prefer karta hun ta keh green pips lag sakein....
               
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashif Iqbal پيغام ديکھيے
                My dear Friend hum Forex trading main robo use kar sakta hain ka nahi aur agar use kar sakta hain tu Robo ka kya fahida hai kya hum achi earn kar sakta hain ka nahi . . . . .
                bhai jan bilkul ap robot ko use kar sakty hn is mn lekin in ka kiya faida hy ye mujhy bhi nahi pta q k mn ny khud bhi in ko kabhi bhi use nahi kia aur na hi in k bary mn janta hn
                • #53 Collapse

                  gee han yahan par hum robot use kar sakty hain robot karta kia hai k wo automatoc trading karta hai jis se ye hota hai kabhy lose be ho jata hao or kbhy profit be ho jata hiau
                  • #54 Collapse

                    je haan forex trading mein ap robot use karsaktay hain aur dosri baat es mein agar kud ku kamyaab karna chatay hain tu es mein mind se kaam karay ap ku faeda he faed hai thankful for question
                    • #55 Collapse

                      hamen forex trading main robo trading nahin krni chahye kyun kay is se humen knowledge gainkrnay ka moka nahin milta mara dimagh robo se ziada behtr kam kr sakta hai aur hmary knowledge main izafa kr sakta hai humen apny dimagh koistamal main la kr forex trading krni chahye aur kisi kissam ki robo trading nahin krni chahye
                      • #56 Collapse

                        Pakistan k lia banaya gaya hy aur es ma ap jitni bhi post karo ga ap ko bonus mily ya chahy 25 karo ap ko us hisaab sy bonus mily ga aur trading kar sakty ho lakin ap ziada posts karo to acha hy ta k ap ko ziada se ziada post karny per acha bonus milt aur achi earning kar sako.
                        • #57 Collapse

                          Dear my friend apne jo pucha hai ke robot trading ke bare me , is ka to main bas ye hi kahungi ke forex trading karne ki liye ye ak soft ware hai , jis ke sath ham forex tradign ko karte hai , yaha par trader ko khud traded nahi karne parte hai , sare traded ye software hi karti hai , trader sirf traded ko open karte hai
                          • #58 Collapse

                            yes u can use robo in forex trading agr apko trading ka theek trhan say knowledge nahi hai toh better hai app robo k zareay trading kren or sath sath forex trading seekhnay ka amal jari raken jb apki strategy strong ho jaye toh khud say trading kren
                            • #59 Collapse

                              yes we can use robot but i think that manual trade is best if you have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then you can make a lot of money from the forex market .............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                My dear friend g haan aap forex trading mai Robo use kar sakta hain but yaad rhy k Robo trading mai aapko kbe b profit ni hoga. Q k agar is trhn Robo use kr k profit hota to sb log aisa he kr rhy hoty. So manual trading is the best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X