Forex trading main Robo use kar sakta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han ham forex trading me robot use kar sakty hain koi masla ni hota koi broker hamen mana ni karta hy robot bht sari types k hoty hain kuch robots bht achy hoty hain lekin wo bht mehngy hoty hain har koi robot sahi ni hota hy bht kam sahi kam karty hain robot sy trading kar sakty hain koi masla ni hy lekin apni zimadar par hi karni parti hy q k robots me koi senses ni hoty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g ha hum forex ma robo used kar sakta hai.lakin baat y hai ka robo ap ko achi eraning be da ga.lakin kbi kbi ap ko loss be ho ga.aslay mara khayal sa robo pa zayda trust nahi karna chahy.or munnal trader karna chahy.
      • #18 Collapse

        yes dear hum robot use kar sakte hai trading karne ke liye lekin is ko har koi purchase nai kar sakta hai ye expensive hai is ka faida hota hai ke is se auto trading bi kehte hai ye trading auto karta hai is me hume trading nai karna parti hai is se loss bi kam hota hai
        • #19 Collapse

          g bilkul ap forex trading mein robot use kar sakty hien lakin ziada tar robot loss hi karty hein kiyo robot programed hoty hien aur in mein itna sence nai hota k wo market ko proper analyize kar saken isliey 98% robot successful trading mien fail ho jaty hein.
          • #20 Collapse

            ji han bahi ji ap n thek kaha hy forex mai robot use karne ki sari detail hai to ham ba asaani robot trading kar sakte hain is se hamen time ki bhi bachat hoti hy...
            • #21 Collapse

              ji haa forex trading me robert use kar sakte hai lekin ek baat aap dhiyan me rakhiye robert use ke liye aapka account balance jada ho to hi use karo warna robort account ko loss kar denga aur robort aapko sirf set karna hai wo automatic trading karke profit kamake denga aapko aapko kuch karne ki zaroorat nahi hai bus set karke chordo.
              • #22 Collapse

                aslam o alikum dear's yes dear hum forex trading ma roo be use kar sakty ha laken ma ny to kabe nhe use kya ya be best ha laken pahlly khod trading ma expert hona chaye our pher bad ma beshak robo use akro koye masla nhe ha.
                • #23 Collapse

                  g brother ap forex trading main robo bilkul use kar sakty hain robo ki help say ap ko rigger trading main bohat help out ho sakti ha or is ki help say ap minimum time frame main achi trigger hasil kar k earn kar sakty hain bohat say traders hain jo trigger trading k liye robo use karty hain
                  • #24 Collapse

                    Forex trading main robot use kar sakte hain aur agar hum manual traing na kars akein to auto tarding kar sajte hain. Auto trading hai bohat risky aur baz awqat llss main trades open kar rah...
                    • #25 Collapse

                      i think jaha tak mera khayal hai na forex trading k lia ham robot use kar skty ha or es sy work ly skty ha forex trading risky business ha or jo log es mi khud traidng karny sy darty ha wo robo use karty ha ku k robot auto trading karta ha.......
                      • #26 Collapse

                        Yes brother ap forex trading ma robot use ker sakte hain .bht sare log ker bhe rhe hain. Is se kafi faida hota hy aur kbi kbi loss bhe ho jata hy.....magar ap robot afoard bri mushkil se karte hain log paise he bht lete hain aur ap ka acunt bhe bht bra hona chaie
                        • #27 Collapse

                          forex market men buhat sary log robo ko use kerty hain or is men un ko profit bhi milta hai is ley haman is o use kerny k lay is ki practice lazmi hoti hia pother wise hamain is men prfoit nahi lss hota hai.
                          • #28 Collapse

                            forex tardign aik profitable business hi jis main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss main proepr learn ekrna ho ga then hi ap iss business main kamyb ho ekr acha profit le sakoo g eorr profit bi earn ekr sakoo ge
                            • #29 Collapse

                              dear,Forex trading main robot use kar sakte hain aur agar hum manual trading na kar sakein to auto trading kar sakte hain. Auto trading hai bohat risky aur baz auqaat loss main trades open kar raha hota hai. Is liye main manual trading ko prefer karta hun ta keh green pips lag saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji kr saktay hai forex trading main bhot se trading krtay he robot se trading hai lekin market main bhot se robot hai koi acha hai koi zyada hai or koi kesi kaam ka robot nahi hai is lye robot ko achi trha dekh kr he use krna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X