Political issues market par asar andaz hote hai ya nahe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Political issues market par asar andaz hote hai ya nahe
    Bilkul janab political issues market par asar andaz hote hai jab kesi country ki political problem uncertainty k shekar ho tou os country ki currency weak hote hai traders os currency k against mai dosre currencies par tawaja daite hai es leye political problems kafe asar rakte hai market par khas kar jab US ki koi aise issue ho tou pir market zyada uncertain rehta hai aor tamam USD pairs kafe volatile hotay hai .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee han bhai jan markete ka bahot zeyada inhasar political issues pr hota he, jo mulk politically strong na ho uski curency down hona shuru ho jati he aor bry bry trades apni money us mulk ki currencycurrency me invest krny se darty hen,
    • #3 Collapse

      Aslam o alikoum dear aap ka sawal 100% teak hai kisi bhi country ke maeishat us kay political system per hoti hai agr wo teak ho too maesishat teak hoti hai aur es tarhan sarmaya dar apni ivest dil khol kr krty hain
      • #4 Collapse

        G han bhai jan political issu market p bahut zayada asar andaz hoty hain agar kisi bhi country mein political issu ki waja se halat kharab hon tu us country ki currency p asar parta ha aur market mein wo currency down ho jati ha
        • #5 Collapse

          Gee haan political issues market.per her soorat mein asar andaaz hotay hain jab bhi aap kay mulk mein ya america mein koi bhi political issues hoon gay tou woh straight way dollar ko effect kartay hain jis ki wajah se aur currencies bhi effect hoti hain
          • #6 Collapse

            bhai jub amreca ka election hua trump jeeta us waqat doller bht strong ho gia tha fundamental aor political crisis market ko bht effect krty hain forex market economic shedule ky mutabiq bhi aor daily fainance reports py bhi up down jati hai
            • #7 Collapse

              Political issues se forex ki market par kafi gihra asar parta hai agr yeh issue sangeeni akhtiar kar lein tu un ko control karna mushkil hi nai namumkin ho jata hai aur mulk din ba din down hona shru ho jata hai aur akhar halat ya tak ponch jate hein ke koi bhi us mulk se tejarat nai karta aur wo khod ke rahmo karam par a jata hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Bilkul janab political issues market par asar andaz hote hai jab kesi country ki political problem uncertainty k shekar ho tou os country ki currency weak hote hai traders os currency k against mai dosre currencies par tawaja daite hai es leye political problems kafe asar rakte hai market par khas kar jab US ki koi aise issue ho tou pir market zyada uncertain rehta hai aor tamam USD pairs kafe volatile hotay hai .
                G bilkul political issues market pai bohat ziada move krti hai or ab jesa k eeran or america k halat kharab hain to market main bohat asar pr raha hau
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Bilkul bahut ziada political issues forex trading ki market p asar andaz hoty hain kio k political logo ki waja sy mulk ki soort e hal change ho jati hy to jab koi political log positive bat krty hain to mulk taraqi krta hy aur phr us taraqi sy us mulk ki stock exchange p positive ki trf jati hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X