Hard working is the key of success!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G HAN! mehnat main azmat hai agar ap kaam ko dil se or lagaan se kary gay tu ap kamyab zaroor hongay phir wo chahiye business ho ya job etc bas trading karty waqt ap ko is ki knowledge or is ka experience ho yu ap aik acha profit gain kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bilkul bro ya bat to saf ha k koi b kam ho tab tak ham us mi success hasil ni kar skty ha jab tak ham hard work ni karty ha or forex trading to ha he bohat profitable or risky business es mi agar ham hard work ni kary gy or without experience k es ko kary gy to hamy loss he ho ga or ham profit ni earn kar sky gy but loss kar ly gy. es lia hard work important ha.
      • #33 Collapse

        100% i agree with you that in forex trading your hard work and your skills and your .learning are key to success that give you good strategy and you can earn good profit and can make you good trader in future
        • #34 Collapse

          gi ha hard working success ki key ha hard working ka ya faida hota ha is sa kam asan lagta ha aga barhana ki lagan zaida hoti ha is lia mahnat jitni ki jay to faida hi faida hota ha
          • #35 Collapse

            asslam o alikum dear's yes dear forex ma successful hony ky liye hard working bohat important ha or yahe ak traika ha jis sy hum forex ma success ho sakty ha.thuis si very good business.
            • #36 Collapse

              g ye bilkul theek bat ki hay kay hard work is the key of success...or main bhi ye hi kahun ga kay ye aik aisa business hay jo her trader say hard work mangta hay so is business main kamyab hona hy to hard work zaroori hay.
              • #37 Collapse

                apka sawal valid ha our bilkol hardworking is the key of success mehnat se insan kamiyab hota ha our kamiyab usi insan kay qadam choomti hai jo mehnat krna janta hai isliye mein to kahonga k forex mein insan mehnat kare kamiyab hoga.
                • #38 Collapse

                  i agree with you that hard work is the key to success in the forex business. if a trader in the forex market work hard to gather more knowledge and skills he must get success at the time of trading in the forex market.
                  • #39 Collapse

                    bazurgon nay kya such kaha hai k mehnat me barkat hai isi tarha yaha pay bmehnat k bina success ka tasawar b nahi hai so aap ko yaha pay mehnat karni chahye a
                    • #40 Collapse

                      forex trading ek aicha side hai jo ki apko kuch na kuch jorur deta hai. kuch aicha bath hai jo apko lear karneche kuch faida hoga, joruri bat ahi hai ki ische ap kuch earn kar saktehai.........
                      • #41 Collapse

                        boht hi superior baat ki hai aap ne waqai hard working is the key of success. aap jitni mehnat karain gay utna hi successful hotay jain gay aur sath sath experience b milta jaey ga
                        • #42 Collapse

                          Asslam O Alaikum han gee bilkul hard working toh har business or har kaam may he kamyaabi ki seeri hoti hai toh agar humay forex trading may kamyaab hona chahtay hain toh humay hard work krna parray ga its my opinion
                          • #43 Collapse

                            ji haan!!!hardworking is the key of success!!!ap apni trading me jitni ziada hardworking kren ge to ap utne hi ziada successful ban sakte hain or ziada earning kr sakte hain!!!
                            • #44 Collapse

                              ji haan mere dost hard work ke bagher kuch bhy possible nahy, hardwork say banda buhat kaamyaabian haasil karsakta hay ager banda kuch na karay aur sirf apni luck par depend kare toh woh apna goal acheve nahy karsakta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear bro jab b koi mehnat se kaam karta he to osko osi mehnat ka bahot hi ach natija milta he jaisa k hum job mai mehnat karte he aur faida hota he osii tarha ye forx b ek job he jis se hum ko bahott faida ho sakta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X