trading gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading gold
    gold k pair pe ager hum hord work km krain to kia acha profit kia ja sakta ha or gold ko movment or pair se alag se hoti ya pher same
     
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Piyary bahi mujhy jahan tak tohra sa idea hai kay gold ke trading sb se khatarnaak trading hai aur sb se mofeed bhe khatar naak es lehaaz se kay es ke movement bht zayda hota hai aur agar apka ka account chota hai to aap ko bht nuqsan ho sakta ha aur agar apka account bara ha to phr aap nuqsan bardasht kar sakty hain. Gold ma movement baki pairs ke nisbat zayda hoti hai aur beginner ko gold ke trading se ijtenaab karna chahey
    • #3 Collapse

      Dear gold per trading jitna profitable hai. Utna he zada khatrnak bhi hai. Hamain gold per aik to lot size small rakhana chiay or secondly hamain chiay kay apnay account say 0.02 say zada bari lot bilkul bhi na lagain. Kiun kay gold bot he risky elements main ata hai.
      • #4 Collapse

        Dear agar aap gold per trading kartay hain tou aap iss mein zayada profit kama saktay hain kyun kay gold ki movement bahut tezz hoti hai lakin iss kay lye aap ko market ko samajhna parta hai aur analysis zyada karna hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          my dear Forex trading gold ka pair jo hai yeh bahut Hai Jiski Pyar Hai ispe agar aap trading karna chahte hai toh gold ka aapko export hona chahiye uski movement bahut jyada hoti hai toh pata nahi chalta K Cup easytrade aap ki last Mein Ja sakti hai toh aapko chahiye ki achi Tarah analyse Karke trading krain gold pe
           
          ALWAYS BE HAPPY

          اب آن لائن

          Working...
          X