Becoming A Consistently Profitable Trader Took Years
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Becoming A Consistently Profitable Trader Took Years
    Follow members patiance patiance patiance har koe kahta hai lekn trading main patience hai kya trading hum karty kun hain consistent profits ke lea aur iss ke lea he patience chahye ke humen thakna nahe hai lagatar karty rahna hai koshish apne aur ek din aae ga jub hum apne iss goal ko hasil kar lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    U are right patience is fundamental thing in forex but it is too difficult to maintain.bht km log hen Jo patience k sath trade krty hen agr patience se trade ki jae to loss k chances bht km hoty hen
    • #3 Collapse

      Mery khayal se to bahi jis aadmi ma sabar nahi hai wo kabhi bhe forex main paisa nahi kama sakta aur hmesha paisa ganwaay ga. Suru ma har koi forex es ly join karta hai kay shyed ye raaton raat ameer hony wali scheme hai aur shyed es ma to loss ho he nahi sakta lekin uski aankhin us time khulti hain jb wo apna sb kuch ganwa chuka hota hai. Sabar aur hikmat-e-amli se hum es buisness ma kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Right bro sb khty hyn k bs me trade lgaon or usi time mujy profit ay or me ik do din me bht profit ly lon bhai forex esa ni hy is me sb patience se chlta hy ap market me trade lgaty hyn lkn usi time profit b ho skta hy loss b is liy pateince se chlna chahiy
        • #5 Collapse

          Dear patience ka haqeekat mein trading mein bahut ahem role haiaur agar aap ka emotions per.control nahin hai tou aap mein patience nahin hai aur uss mein aap jaldi kartay hain aur uss ki wajah se aap ko trade mein loss bhi ho sakta
          • #6 Collapse

            Jee bilkul becoming consistently a good trader saal to lag jaty hen, q k is kam me mehnat aor consistancy se ho naam paida hota he, aor yahan tk paunchny me kafi time lagg jata he, lihaza sabr k sath ho achhii output he
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
              Follow members patiance patiance patiance har koe kahta hai lekn trading main patience hai kya trading hum karty kun hain consistent profits ke lea aur iss ke lea he patience chahye ke humen thakna nahe hai lagatar karty rahna hai koshish apne aur ek din aae ga jub hum apne iss goal ko hasil kar lain
              G bhai apny bilkul thek kaha har trade pai prfit bnanay main traders ko kafi time lg jata hai laikin jo trDers mehnat sy kam krty hun wo juldi achy trDers bn jatay hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X