Traders must learn from their mistakes to be successful
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    loss ek he sorat mai hota hai jab app galat addar pic karte hai . or han agar app ko loss ho jata hai to koi masla nahi hai . insan apni galtiyo se he sekhta hai . loss b busnas ka hesa hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes u are right likin please mistake demo per kerien real per misstake ap ko lakhon ka noksan kerva sakti haa iss liye pehle achi tera learn ker loo then phir earn ker loo aur mistake reeal mein kabi maat kerna
      • #63 Collapse

        ji ahan janab bilkul sahi baat hai forex trading main successful wohi hai jis ne apni mistakes se seekha aur forex main loss aur profit to chahlta hi rehta hai is liye kabhi bhi dil chota nahi karna chahye aur mistakes ko mind main rakh ker age ka acha kaam karna chahye
        • #64 Collapse

          g haan eak mistakes he to hen jin sey insaan seekhta hai aor apney weak points ko find kar kay eak acha forex trader ban sakta hai.
          :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
          Thanks in Advance
          • #65 Collapse

            Dear you are right in the forex trading a trader should learn their mistake which is already in the trade and cause for the loss in the trade. These mistake is just like the teacher and we should learn from our mistakes and care should be taken in in the future trade and must very sharp in the forex trading about this mistake. Forex is the business which gave away to learn the earn.
            • #66 Collapse

              ji han bilkul yahan hamain apni misatakes se sekhna chahiye qk jb hum yahan apni mistakes se sekhaingay to hi experiance ayega aur jo hamari success k lye acha hai aur jitnay bhi successful traders hain wo bhi galti kr kr k hi sekhtay hain aur apni mistakes se learn kr hi experianced hotay hain aur is tarah wo successful bhi bantay hain..........
              • #67 Collapse

                aoa bro bilkul Traders must learn from their mistakes to be successful .aor ake acha trader woe hota ha jo apni mistake say seektha ha.aor agli bar wo woe mistake nai karta woe kamyab ha.
                • #68 Collapse

                  har trade ko chaiye ke usko jab bhi loss ho wo ofrx per blame nahi kare aur wo dekhe ke usse kaha mistake huyee hai aur wo mistake ko follow kare aur ek sucessfull trade bane.
                  • #69 Collapse

                    Js tarha 1 aam insaan ki zindagi mai hota hai k wo apni ghaltiyu sy seekhta hai hai isi tarha 1 forex trader b abi ghaltiyu sy hi seekhta hai.agr koe trader apni ghaltiyu sy nhu seekhta to kbi b forex trading mai kamyaab nhi ho skta
                    • #70 Collapse

                      bhai forex trading aik bauhat aacha business hai agar app ko is business main loss hova hai tu is ki wajah yeahi hai kay aap say zaroor koi na koi mistake hovi hogi aur app ko loss say un umeed nahi hona chahiye app ko apni mistake ko analyze karna chahiye takay ainda yeah ghalti na ho aur mere hisab say mistake say hi hum ko bauhat kuch seekhnay ko milta hai aur seekhnay kay bad hi app sucessfull hotay ho
                      • #71 Collapse

                        traders ke liye zaroori hai ke wo sab kam planning se kare phr bhi un se koi ghalti hoti hai to unhe seekhna chahiye ghalti se nake loss hope kare isi ghaltion se seekh ke wo dobara ghaltian nae karta hai aur acha trader ban jata hai.
                        • #72 Collapse

                          hum apni mistakes sy buhat kuch learn kr skty hain ur apni trading mai mazeed behtar bna skty hain.agar mistakes sy kuch gain nahi kren gy tu hum sy woe mistakes bar bar hun gi jo ku nuksaaan dyti hain
                          • #73 Collapse

                            ye baat to hai hi k banda apni ghalti sy hi kafi kuch seekhta hai. Forex mey b isi tarah hai forex mey ghalti krny sy trader boht kuch seekhty hain or phr dihan sy trading krty hain.. :)
                            • #74 Collapse

                              g bro right miry kahyal sy b forex trading ek risky business ha es mi dobara galti ki koi gunjaish ni hoti ha ham jo galti ek bar karty ha hamy us sy sabaq sikhna chaheya or dobara usy ni karna chaheya ku k tab he ham loss sy bach k profit earn kar skty ha or achy trader ban skty ha agar ham ek galti ko bar bar karty ha to ham kabi successful ni ho skty ha or fail ho jay gy trading mi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                All traders must be aware of the fact that they must learn from their mistakes. After a loss if they lose hope and stop the trade that would not be a wise thing to do. They should learn from their mistake and make sure not to repeat it again. All traders are humans and mistakes are commonly made by everyone.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X