Forex kay kis session mein currencies aur commodities ki movement tez hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kay kis session mein currencies aur commodities ki movement tez hoti hai
    Kyun kay mein iss market mein newly enter hua hoon tou koi bata sakta hai kay forex market mein sub se zayada movement kis session mein hoti hai aur usss kay timingss kya hain please zaroor comments karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear market men movement to kissi bhi waqt tez ho sakti hai agar kissi time men high impects news hon to us waqt bhi market men movement kafi tez hoti hai but main smajhta hoon k agar movement ki evereg dekhi jay to London session men sab se ziada movement hoti hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhai market ke movement ka kisi session sy to koi taluq nai hy kay kon sy session ma tez hoti hy, albata agar koi news ho to us time market ke movement tez ho sakti hy ya koi international crises market ko effect karty hen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main market ki movement us time taiz hoti hy jab related currencies ka session open hota hy ya us mulk main koi hadsa ho ya koi improvement ho to tab bi currency main taizi aati hy movement up ya down hoti hy to apko chahiy k ap currency k related session ka pta kro k wo kis kis time open hoti hy jaisy k usd ka session Pakistan k hisab sy sham 7 bjy open hota hy aur gbp matlab london ka 12 bjy session open hota hy in sessions main in ki currency ki movement ziada taiz rehti hy

        اب آن لائن

        Working...
        X