Dollar index ky sath trading techniques bhi change kerna perti hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar index ky sath trading techniques bhi change kerna perti hain
    Previous kuch dino sy dollar index raise ho raha hai jab dollar index 90 ky qareeb ata tha tou gold 1305 per aa jata tha ab dollar index 93 per hai phir bhi gold 1315 per trade ho raha hai halanky gold ko 1280 tak jana chahiay tha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kisi bhe pair main dear move aik to technical hoti hai our dosara wo fundamental move kerta hai gold ka apna behaviour hai dollar strong honay pay Gold ki price kum hoti hai but 1300 us ka strong support level hai our ye technical support level hai zarori nahe k wo dollar k sath kafi week ho khuch smart money groups nay us ko hold kia ho sagta hai
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai lakin aisa nahin hai kyun kay gold ki movement zara se slow thi aur phir dollar ki movement bhi pechlay dinoun mein kuch uneven qisam ki thi jis ki wajah se gold itna neechay nahin aya aur kuch stable ho gaya hai
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading main jab bhi ham apnay bonus account say trading kartay hain to hamain chiay kay jab bhi apnay bonus account say trade karain agar usd kay kisi pair per karni hai ya gold per to pelay dollar index zaroor daikh lia karain.
        • #5 Collapse

          G bhai ap ny bilkul sahe kaha hy jis ratio sy dollar index barha hy gold ke price utni kam nai hui isi tarah baqi pair b less effect huy hen and umeed hy k gold ke price ab mazeed down nai jy ge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
            Previous kuch dino sy dollar index raise ho raha hai jab dollar index 90 ky qareeb ata tha tou gold 1305 per aa jata tha ab dollar index 93 per hai phir bhi gold 1315 per trade ho raha hai halanky gold ko 1280 tak jana chahiay tha
            dekha jaey is continuous situation main har cheez chahey wo gold ho, petrol ho, polyester ho, ya kuch bhi even hamari ruteen life bhi Dollars pe depended hai. dollars index raise honey key sath hi har cheeez kaey rates main bhi aazafa ho jata hai. or yeh waqt ki zrort bhi hai jis ki waja saey hamen apni policies budget t mechanism techniques wegra change karney prtey hain.

            اب آن لائن

            avatar Ayn
            Working...
            X