What is your opnion to greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    ji han app ki bat sahe hy kay ye kabi kabi humre lia helpful ban jata hy mager asa bht he kam hota hy ye akser humre profit he kaha jata hy app ko trading may kam karte howe apni app ko greedy hone sa bachan ho ga tab app yahan pa acha profit bana sako ga warna lalach bht buri cheez hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      hello dost ap ny bilkul theek kaha q k jo log bhe greed krty hain wo yeh soch kr kam krty hain k is kam sy hum itna paisa kama ly ga lakin un ki bt galat hai jitni mehnat ki jati hai utna he phal milta hai. greed sy kam krny ka koi faida nahi q k is sy kuch hasil nahi hota.........
      • #423 Collapse

        greed ak trah se hamko risk me dalta he jo ya toh loss krta he ya phir acha win karta he istrah dono hi options hoti hen or yhi waja he ke ham greed karte hen aksar lakin forex he is lie sabar or market ko samaj kar kaam karna must he or greed se risk bar jata he is lie avoid karen toh acha he
        • #424 Collapse

          yer marey dost hum ko greedy ni hona chay about big profit yer is se hum ko loss hota ha ye baat bi sach ha kygreed ny her eik ko loss hi daha ha her time mare dost bus greed se dor reho
          • #425 Collapse

            g han aap ka kahna sahi hay kah lalach baz dafa hamen faida dayjata hay.magar aam tour per is taran nahi hota agar hum lalach kartay han tu ziada tar hemn loss ho jata hay.
            • #426 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer Ahmed پيغام ديکھيے
              What do you say about greed.. i think greed is some times helpful for us and some times it destroys our capital

              Am i Right Memberssssss.....

              ;) :p
              yes ap ne aik acha aur nice question kya hai i like your question also basically agar ap kisi bhi kam mein lalach karien ga to nuqsan ap ko he hoga is lye lalach na karien...
              • #427 Collapse

                greed to kabhi nahikarna chahiye kyuki greed karte hai to hi aapko loss ota hai aur agar aap greed na kare to aapko kam loss hota hai kyuki forex me sabse main reason hi greed hota hai aapko forex me kabhi greed karna nahi chahiye agar aap greed karte hai to aapko loss ke siva kuchh nahi milta hai
                • #428 Collapse

                  Yes, agreed, your greed to become rich overnnight is the very dangerous thing in trading forex., better to stay away from it
                  • #429 Collapse

                    greed na kiya kary forex mein aur forex aik best business hia hum sab ky liye aur yeh like as a heaven hai humary liye aur demo account sab sy ziydaa important hai is business mein aur jis ny is business mein knwoeldge hasil karna hai tu is ki practice kary yeh good hai.
                    • #430 Collapse

                      forex me lalach se apko bhot nuksan hota hain app agr jald bazi me jazbaat me akey apno ap ko mahir samajh beteh or lalalch me ziada investment kr bethtay hain or phir nuksn utahtay hain utahtey hain to plzz greed se bcho.
                      • #431 Collapse

                        greed say ap ko avoid karna hoga aur ap forex business say bahot achi kamai kar sakay gayn sirf mein ap ko yahe kahon ga kay ap forex ko ziyada say ziyada learn karay kiyon kay yeh aik worldwide business hay aur lifetime business hay aap mustakbil mein apnay bacho ko bhi trading sikha saktay hay aur un ko teach kar saktay hay ky profit kaisay earn karay .
                        • #432 Collapse

                          Greed is always used in the negative sense unless we assign it some other meanings. greed is the no one enemy of a trader. It damages the trader and eats away the so precious capital of the trader in few trades. One may say that avoidance of greed means success for the trader..
                          • #433 Collapse

                            forex he nhe sab business man sbr ka kam krna prta ha. forex ko sbr sa kryn koye msla nhe ho ga ap acha profit earn kr skyn g mare trha jasa man kr rha hon thanks forex.
                            • #434 Collapse

                              dera meri to greed k bary mein opinion ye hy k agar ham ny successful hona hy to greed say bachna chahiye kyun k greed say hamara profit bhi loss mein convert ho jata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Dear mere khiyal se insan ko greed se door hi rehna chaheiy, ager ap ko 5 doller ka profit ho jaey tu us ko withdrw kerwa lo, or ager greed kero gay tu 5 se bhi hath dho betho gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X