Why we close low profit trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why we close low profit trade?
    Dear salam. Yeh aksar meray sath bhi hota ha ap k sath bhi hota ho ga mujhay abi tak samjh nai i k hum kyun nai apnay ap pay control kr sktay. Jb aik trade thoray say profit pay jati ha to hum foran close krnay ka sochtay hain k kahe dobara loss main na chali jaye. Hala k hum wait krain to wohe trade bad main ziyada profit main chali jati ha aur hmain afsos hota ha k kash ms close na krta to aur ziyada profit hota. So ap log apni apni raye dain. Thanx
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
    Dear salam. Yeh aksar meray sath bhi hota ha ap k sath bhi hota ho ga mujhay abi tak samjh nai i k hum kyun nai apnay ap pay control kr sktay. Jb aik trade thoray say profit pay jati ha to hum foran close krnay ka sochtay hain k kahe dobara loss main na chali jaye. Hala k hum wait krain to wohe trade bad main ziyada profit main chali jati ha aur hmain afsos hota ha k kash ms close na krta to aur ziyada profit hota. So ap log apni apni raye dain. Thanx
    Phr agar ap apni trade thoray profit pai close kr daity hain tonyehi acha hai maonay 3bl 4 baar zuada profit k chakar main apna account wash krwaaya hai is liye thory profit pai he sehmat ho jana chaye
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bahi gee ye bemaari to sab ko hai lekin aaj he ma apny dost se baat kar raha tha to mane 1 trade lagai the js ka TP mane 45 Pips rakha tha aur loss 35. To wo trade us time 30 pip mujhy faida day rahi the to mujhy laga ma close karun to dost nay mashwara diya k close na karo bal kay us SL buy wali jagah lagao kay agar rate neechy aata hai to nuqsan na ho. Matlb trade 0.00 pe close ho jay. Ye idea mjhy bht acha laga.
      • #4 Collapse

        Yes my dear Forex trader aapne bilkul theek kaha hai mai aap ki baat pe agree karta hoon Magar ye bhi kahunga aap nayanjot Red Cross Day ki agar aapne trade clothes ki hoti toh aapko kispe profit hota hai na.............
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Yeh hmara ghalti ha jis ko hmain thek krna ho ga. Jb tak hum ic pay qabu nai paen gay tb tak kaam nai chalay ga. So apnay oper control kr k yeh ghalti bar bar repeat na krain.
           
          • #6 Collapse

            Bhai yehi tou hota hai patience per control karna aur agar aap ka patience per control nahin ho ga tou aap aisay hi kaam kartay hain jaise aap baray loss se bachnay kay lye trade ko small loss mein close kar detay hain aur aisa nahin karna chahyea
            • #7 Collapse

              Bhai yell drust hail ky ham thoray sesame profit per he trade close kar dety hain. Uski waja yell hai ky market ka kuch pata nahin hai kab bl negative men jay karn account wash karl sakti hai
              • #8 Collapse

                Neha Ji Baja ke kalash Ek Vishwaas hota hai kitna hota Kisi cheez mein bhi nahi Honours course mein itna kaam aata hai hona hai quotes Me Hota Hai Jitna Dil Ko In Sonia kar sakta hai ya Dil Ko Acha Lagta Hai Dil ke mutabik kaam karta hoon
                • #9 Collapse

                  bhi sab se pehle to ye k insan experience se earn krta he jase jase experience aega ham aesi choti choti ghaltian nahi krenge or 2nd thing ye k hamen patience se kam lena chahie thora sabar ka muzahira krna chahie take ham ziada se ziada profit earn kr saken or 3rd thing ye k hamare pas capital acha hona chaie rake hm dar dar k trading na kren .
                  • #10 Collapse

                    Bhai mere khial me jo low profit ko close ker detey hain wo thek kerte hain kiun k unki soch me chotey chotey target achieve kerna maqsad hota hai aur wo close is liey kerte hain kiun k unki soch me ye hota hai k Jo aa raha hai is ko achieve ker Len aur kuch bhe na honey se behter hai.
                    • #11 Collapse

                      Asal me Jo new trader hotey hain wo ziada risk ni lena chahtey aur unki soch ye hoti hai k thora thora profit hasil kia jaey kiun k agr ziada k chakar me gai to loss b ho sakta hai is liey WO take profit pehle he set ker detey hain.
                      • #12 Collapse

                        it is a common qusetion .hum my sy bohet sy teaders asa he krty hn.lkn kuch treADER
                        • #13 Collapse

                          Walikum asalam g ap ne theek kaha bilkul aesa hi hota hay aksar hum aoni lot ko bogt kaam profit par closs kar dete hain kiu k us time market ki movement aesi hoti hay k humay samjh nai aati market mazid profit may jay gi ya idar se hi back ho jay gi is liay aese time main may samjhti hun humay risk nai lena cahiay
                          • #14 Collapse

                            assalam.o.alaikum to all members.. app theek khta ho hum aksar isa kr deta hain loss ka dar sa jo trade tora sa profit hota nazr ata ha tu hum forn trade close kr deta hain hala ka wo mazeed profit da skti ha hamin darna nahi chye. ur phir app loss ki bjye app profit mah jo ka mazeed profit mah bas isi tarha sa krta rayia ur dosron ko guide krta rahyia..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai aapki baat bilkul sahi hy aur ye khaami bahot sey traders mein khas tor py new traders mein ye aam hy aur iski barri wajah laalach aur jaldbazi hy keun k hamein jab kuch profit hota hy to ham is dar sey usay close kr detey hain k kahien ye profit loss mein na chala jaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X