How we control on ourself....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How we control on ourself....
    Trading men apne emotions per control krna bahot hi mushkil kaam hai but friends jab tak ham apne aap per control krna ni seekh lete hain uss waqt tak ham professional trader ni ban sakte hain, isliye main smajhta hoon k agar ham planning k sath target rakh kr trading kren to ye hamare liye better hai planning se ham bahot had tak khud ko control kr len ge......
    Am i right...?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan bahi apke baat bilkul sahee ha kay hum jitna kaam bhe karin usko achi tarha plan kar kay dil laga kay karin to Allah Pak hum ko zaroor kamyaab karta hai. Aur emotions wali es ly sahee hai kay agar hum koi trade lagaty hain aur uska hum ko faida hora hota hai lekin hamara tp zayda hai to hum ko us tp tak pohnchny ka wait karna chahey aur emotions pe control karna chahey. Allah pak hum sb ko kamyab kary aameen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bhai emotions per control kar kay trading karna bahut zaroori haiaur uss kay lye yeh bhi zaroori hai kay aap greedy ne banain aur trade laganay kay baad bar bar forum ko open na karain aur tp laga dain aur agar market tez ho tou phir trade ko dekhtay rahain

      اب آن لائن

      Working...
      X