Disadvantage of high risk......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Disadvantage of high risk......
    Friends bahot se log aise hain jo k trading men high risk ko prefer krte hain k jitna ziada risk lo ge utna ziada profit hoga, but main smajhta hoon k forex men bilkul bhi high risk na lia jay q k iss se bajaye profit k hamara acount bhi wash ho sakta hai....
    Am i right..?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Absolutely bahi gee ap jinta zayda risky kaam karty hain utna he zayda apko nuqsan ka khatra hota hai. Agar apka account bara ho matlb 2000 USD tak ho to phr aap thora risky kaam kar sakty hain kun kay ap us nuqsan ko mardasht kar sakty hain magar hamara account chota ho to phr to hum koi bhe risk bardasht nahi kar sakty.
    • #3 Collapse

      Gee yeh tou aap ne bilkul theek kaha kay risk lenay se loss bhi ho sakta hai aur profit bhi aur iss kay lye zaroori hai kay aap ka account balance zayada hona chahyea tab hi aap risk lenay ka soch saktay hain aur risk na lain tou acha hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Ji haan Agar Ishq Mein Hum Jyada risk Lenge aur Lene Ki Koshish Karenge toh Hame nuksaan Uthana Padega na Humse Zyada Jis ke nuksan fayde aur kam kare Tasveer Jyada Se Jyada Nafrat Hai Aur kaam karne ki koshish karte hain jaise Hum Jyada fayda hoga ok

        اب آن لائن

        Working...
        X