Stay Consistent In Your Trading Approach
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stay Consistent In Your Trading Approach
    ASLAMUALEKUM member's aj main novice traders ka ek bohat he important problem discuss karun ga jis py qaboo pana bohat zaroori hai new trader ek set of rule banata hai us py trade karta hai 2,3 trades profitable hoty hain samjhta hain mjhe ab loss nahe ho sakta itne bare lot lagaa data hn ke market minus main jaty hai account wash ho jata hai samjhty hain strategy main masla hai change karne pare ge jub ke expert trader samjhty hain yahan masla strategy main nahe money managment main tha jo marze ho
    Rules fix rakhen
    hamesha jahn 1 rupee ko risk karen 2 rupee ka gain lazme ho
    ke agar ap 50/50 bhe profit loss main rahen tab bhe ap apne 1:2 ke wajah se profit main hoon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sahi kah rahain hain ap bahi bhot acchi bat ap na shair ki hai bahi ya problem to hai jab insan to trades acchi kar lata hai tu over confidence ho jata hai jis strategy pr wo trade kr ka profit lata hai ya samjta hai ya hi strategy raha gi laken asa kabi nahi hota strategy change hoti rahti hai is lia market ko lazmi study karian or pr ja kr trade karain cahaya ap ko ake din wait hi kun na karna para
    • #3 Collapse

      G bahi apke baat bilkul sahee ha ma apke baat se itefaaq karta hun. Asal ma hamara masla he yehi hai kay hum 1 trade ma profit ya trades ma thora profit kama lain to hum smjhty hain kay hum trading ma master ho gay hain aur yehi baat hamain lay doobti hai. Agar hum apni strategy ma consistent rahin aur jury rahin chahey hmain 1 ya 2 baar nuqsan he kun na ho to us time hum aagy ja sakty hain aur 1 acha trader ban sakty hain. Kaam ma consistency bht important hai.
      • #4 Collapse

        Asalamo alekum. Bhai'o stay consistency wesy to every time very good formula he lekin jahan new.kamars ki bat ho wahan iski ahmiat aor zeyada barh jati he un k markete ne sustain krny k liy, agar consistency ko apni trading plan ka mustaqil hissa na banaya jay to new members mery kheyal me trading me chand din k bad out ho jaen gy loss ko bardasht na krty huy,
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear aap ne bahut achi baat ki haiaur mein tou yeh kahun ga kay maoney management bahut zaroori hai agar aap apnay account ko manage kye beghair hi trading kartay hain tou aap ko loss ho sakta hai iss lye aap apni trading ko consistently karain

          اب آن لائن

          Working...
          X