har trade profit ma close krny ki khwahish ghalti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    har trade profit ma close krny ki khwahish ghalti hai
    dear members specially new comers ky leay yeh thread hai ky ap agr chaho ky har trade profit ma close kron bht ghalt wish hai dear trade ma tp aor sl zaror set kren ta ky ap achy trader bn sken aik he trade ko phnsa lena bht ajeb soch hai risk manage krna sekhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Thank you very much bahi bht he acha mashwara diya ha aur ma aj kal practice kar raha hun demo pe to ma esi strategy ko apnaa raha hun ma dekhta hun k ma kitna profit aur kitna loss bardasht kar sakta hun. Ma dekh leta hun kay tp kitna set karna ha aur sl kitna us kay baad tawakal karta hun.
    • #3 Collapse

      dear exactly har trade ko profit mn close karny ka khawb baaz auqat balky aksar auqat pury ka pura balance end karny aur apka account wash hony ka sabab ban skta hay, so is liye profit aur loss business ka hissa hay
      • #4 Collapse

        My dear Forex trader Aap Ka Kehna bhi bilkul theek Hai Magar Forex trading in both he risky business hai toh main aapko Yeh kahunga Ke Jab aap ki trade profit mein ho toh aapko close kar dena chahiye Kyunki aap loss ke liye to trade nahi karte ap to profit ke liye trade karte ho na,,,,,,,,
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Dear ap ny theak kaha hai kabi kabi hum over confidence jesa behave krty hain aor hamari trade long time ky leay phans jati hai aor hamen bht effort krni prti hai is leay humen apni trade ma stop loss ko zaror hissa bnana chye taky humen loss na ho
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Aap ki bat theek hai hamain har trade profit main close karnay ki khohish nahi karni chiay kiun kay agar aisa ho ga to ham zada profit kay chakr main aik wrong entry basically lay ray hotay hain. Jis waja say hamain loss bhi ho jata hai. Kiun kay wrong entry hamesha emotional feelings per hoti hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
              dear members specially new comers ky leay yeh thread hai ky ap agr chaho ky har trade profit ma close kron bht ghalt wish hai dear trade ma tp aor sl zaror set kren ta ky ap achy trader bn sken aik he trade ko phnsa lena bht ajeb soch hai risk manage krna sekhen
              Yr baat to apki thek.hai hamain hamaisha he apni tradebko profit main close krny ka nahi sochna chaye qk some times aisa hota hai k ham profit k wait krty hain or market hamary againts he rehti hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                dear ap ki bat bilkul thk hy ke hamary her trade profit main ni ja sakty is liu new comers ke liy ye information hy ke wo apny her trade per sl lagain takey un ki trade latky na rahy keon ke baz oukat trade ult ho jaty hy aur ap ka account bh wash ho sakta hy
                Signature removed by moderator
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikoum dear brother hum her trade per bhi aapni trade ko close kr sakty hain jaisay he wo profit main ay close kr dain agr wo profit main na ho too na close krain us ka wait krain phr close krain
                  • #10 Collapse

                    G bhai ye to aam si bat he k hr trade ko bhala q profit me close kren? itny analysis aor demo practices ka keya fayda ,ye poor management he, trading pe focus na rakhny k brabr he, dear ye kam shayd wohi banda krta he jo aagy barhny ki khuwahish nai rakhta bus jo jee me ay kr dia apna profit loss sochy baghair
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Hr trade ko profit mein close krny ki khawhish maximum new traders mein hoti hy aur woh hr waqt yehi chahty hain k unhein bs sirf profit hi hota rahay aur aisi khawhish hr new trader k liey nuqsaan deh saabit ho skti hy especially us waqt jb trading k dauraan usy kabhi barry loss ka saamna krna parra to us waqt apny emotions py control krna us k liey mushkil ho jaye ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X