Base currency and term currency
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Base currency and term currency
    Aap ne trading to bot ki ho gi just click buy and sell aaj main aap ko bta ra hun. Asal main hota kia hai.
    Eurusd aik pair hai.
    Is main euro base currency hai or us dollar term currency.
    Agar aap buy karain gay to euro buy ho ga.
    Agar aap sell karain gay to term currency purchase karain gay just aap ne usdollar buy kar lia.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap ne hamen pair k bare men bahot achi information di hai ,main aapki ki baat se ittefaq krta hoon, pair men jo crunncy pehle hoti hai wo base crunncy hoti hai aur jo second crunncy hoti hai wo term crunncy hoti hai isliye hamen pairs ko janna bahot zaruri hai k ham kia buy kr rhe hain aur kia sell kr rhe hain isliye hamara janna bahot zaruri hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Yes dear bht achi information hai apki humen trading ka deep knowledge bhi hona chye aor humen is ki details ka knowledge bhi gain krna chye ta ky agr humen kisi ko explain krny part to hum next person ko satisfied kr sken thanks
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        G bahi ap na acchi information share ki hai usd jahan pahla show ho ga wahan agr ap buy karain gain tu usd bye ho or sell karain gain tu usd sell ho isi tarha kisi asa pair jis mai usd bad mai ata hai tu os pair ko jab ap bye ya sell karain gain tu usd s pahla jo bi currency likhi ho gi wo usd ka against sell ya bye ga
        • #5 Collapse

          g bhai apne bilkul theek kaha ha me agree krta hon k forex treding me achi infrmtion shear kia ha ager forex treding k bary app ko tarjba ni ha ap forex kmyab ni ho sakty kyu k ap ko chahye ap forex sekhna ho ga
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            Dear brother aap nay bilkul thek kah hay jab aap forex main trading kartien Hain tu wo pair main he hoti hay first currency base jab Kay second trem hoti hay or wo isi tarah he work karti hay is lay hum ko be in batoon ka dehan rakh Kar trading karien
            • #7 Collapse

              G bhai ap ny bilkul sahi information di hy currency pairs k baary mein is k elawa term currency ko qoute currency bhi kehty hain forex mein ham jb bhi kisi currency pair py trading krty hain aur us pair py sell ya buy ka order lagaty hain to asal mein ham wo sell ya buy ka trade base currency py laga rahey hoty hain
              • #8 Collapse

                yes dear no doubt ap ny bht he achi info di hai jo currency first py hoti hai usko base currency kehty hain aor jo paIR KO CROSS CURRENCY hoti hai usko term currency kehty hain agr ap eur ko buy kro to kya usd ko loss ho ga ya dono ko profit ya buy aor sell py currency ko farq nhi prta???
                • #9 Collapse

                  G bulkul ap nay sahi kaha .. hamain acthi trading kay lea base curriency or term currency ka relation achay say malom hona chaye ya hamain boht madad karta hai trading main.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                    Aap ne trading to bot ki ho gi just click buy and sell aaj main aap ko bta ra hun. Asal main hota kia hai.
                    Eurusd aik pair hai.
                    Is main euro base currency hai or us dollar term currency.
                    Agar aap buy karain gay to euro buy ho ga.
                    Agar aap sell karain gay to term currency purchase karain gay just aap ne usdollar buy kar lia.
                    G bhai apny achi information share ki hai new traders k liye laikin mujhe is baray main pehle sy he pta tha laikin apki information achi hai is sy new traders ka faida hoga
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      G bahi bilkul sahi likha ha apne aur ma es ma thora add karta chalon kay GBPUSD agar 1 pair hai to us ma pehly 2 lafz country ko aur aakhri lafz currency ko show karta ha jesy kay GBP ma GB Great British aur P Pound ko show karta ha aur USD ma US United States aur D Dollar ko show karta ha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear forex trading main base currency aap kay lain kay jo first currency hai pair main. Aap ne kafi acha information share kia hai aap ko chiay. Base currency first currency or term currency jo hai mtlab ham sell kartay hain. To hamain bonus ya real account per profit milta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X