Fatwa forex halal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    jee han bhai jaan forex halal hai aur forex aik profitable business hai aur mere khayal se forex aik behtar hai forex aik knowledge able business hai is se na sirf ham profit kama sakte hein balke is se knowledge bhi hasil kar sakte hein ye islam mein jaiz hai forex aik acha business hai aur forex sab ke leiey acha hai ise koi bhi kar sakta hai forex ko student bhi kar sakta hai aur ladies bhi kar sakti hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      G haan maine parha hai is se sabat hota hai k forex haram nahi hai halal hia. Lekin kuch log is ko haram kehte hain jab k kuch halal kehte hain main to bas itna kaho ga k hum is mein mehnat kar k profit kamate hian to yeh haram nahi ho sakta.
      • #288 Collapse

        my friend jaise aap ko maloom hai k hum forex mein buy aur sell ka kaam karte hein means different currency pairs ko buy and sell karte hein isi liye isay trading kehte hein aur islam mein trading halal hai jitna mujhe maloom hai.
        • #289 Collapse

          bhai jaan yeh business bilkul halal business hai and issi business ko kar k he hum ek kamiyab trader ban sakty hain and is business main bhe mehnat lagti hai and yeh mind ka business hai.
          • #290 Collapse

            Yes dear ye halal business ha jahan tk mera knowledge ha kyun k koi b business ha jis me hmen profit or loss dono sath sath horaha ho wo business halal business hota ha or is business me b hmen profit or loss dono sath sath hota ha isi liye ye b hala lbusiness ha meri nazar mee
            • #291 Collapse

              dear business islam me haram nahi ho sakta hay trading karny me islam me koi pabandi nahi hoti Muslim log ghir mazahab k sath tejarat kar sakty hey
              • #292 Collapse

                forex dear meare mutabik halaal ha is mai muslims loag humari tarha kaam kar rahe hai and agay b hum is mai aise he kaam karte rahe gay waisay tw har kaam ma apko profit b hota hai per is mai loss hona aam baat hoti ha issi liye ap theak say mehnat kar k he kaam kare
                • #293 Collapse

                  je haan forex bilkul halal hai es main haram wali koi baat nahi es main swap lanay haram hai tu aap na lu na du no tention aur es main mind se trading karay thankful for question
                  • #294 Collapse

                    Well brother According to me, forex aik legal business he, aur bilkul islam me halal he, because ham itni mehnat se forex me profit earn karte he, aur forex ne specially muslim trader ke leye swap free account type start kari he jis se sood len aur den ka chakar nahi he...
                    • #295 Collapse

                      g ha bhai jan ap ka boht shukria ky ap ny boht achi bat or comment share kia hy boht sary log forex trading business ko haram samajhty hen to men ye khn ga ky ap is pix ko dekh len forex trading business haram nahi hy ye aik halal business hy is men profit bhi hy or loss bhi
                      • #296 Collapse

                        pakistan chokeh ek muskil country hai or yahan per log haram halal ka khayal karty hai bohot sary log forex ko iss liy ejoin nahen karty q k wo iss market mein darty hain or haram ka khof hota hai.
                        • #297 Collapse

                          Sir pata nahi jo forex ko haram kehtay hain wo kis tarah kay admi hai kay un ko kuch pata nahi chalta hai kay ye kese haram hai ye saaf business hai is may ap log mehnat ker kay hi kamatay hain wasiay nahi
                          • #298 Collapse

                            Assalam u alikum friend yahan per kaafi logon ko yahi dar rehta hai k hum iss business me aa to gaye hain ab yh halal hai ya haraan hai to aap ne bohat achi post ki hai iss se sab ko clear ho gya hai, forex b dosre businesses ki tarah ek halaal or acha buisness hai.
                            • #299 Collapse

                              forex aik halal business hai q k yahan pe hamain bht ziada mehnat ki zarort hoti hai or hum jitni ziada mehnat karty hyn utna he profit earn karty hyn bagair mehnat kiye kisi ko bhi kuch nahi milta and isk elawa instaforex mei swap free option hoti hai muslims k lie jis se apka account bilkul saaf ho jata hai kisi bhi galat kam se.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                sir ap ka sawal bohta acha hay mai agree kar tha hoo forex halal hay wo is liya jub ap forex mai account banatha hay to ap ko 2 option dia tha hay aik ap kay commsion ka hota hay dura with commsion mai ap click kar tha hay ap ka commsion khatam ho jata hay us say ap ka account save ho jata hay or forex mai buy or sell kar tha hay trading mai loss bhe hota hay is ko hum forex business ko hilal business kaha sak tha hay............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X