Fatwa forex halal hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    g han bhai ap ka sawal bohet he acha hey ye busnes hey helal hey or me as agree hun kyeo ky ye busnes bohet he mahnat se kya jataa hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Assalam 0 Alaikum dear apne aik achi knowledge share ki hai jis k liye me apko thanks kehna chahta hoon , forex me koi ganda kam nhi hota jis sy hum keh skein k ye haram kam hai , i think k ye achi website hai jahn hum earning or problems ka solutions ly skty hain, to is me koi haram kam nhi
      • #258 Collapse

        mujhe to pata hi haui ki forex me koi burai nahi hai mujhe forex me tarde karne se koi nahi rok skata hai me kisi ki baate nahi manata hu mujhe apana delhana noyta hai mujhe agar koi kahe ki forex bura hai to me nahi manunga
        • #259 Collapse

          mere bahi Forex eek halal business he q k jo insan Forex business jion kartha he is k bas bi suchne or samch ne ki salayet hoti he or y bat har insan janthe he k Forex business me ham ap ne mehnad se or experience and knowdlge se kama the he.
          • #260 Collapse

            G han ye ak asa business ha jo halal businesss ha is business se hm kam waqt me zyada earning kar sakty hain isi liye ye business aik halal business ha or is business se chahye tu hm apna career b is business se bna sakty haain
            • #261 Collapse

              is bry main hm kuch ni khy sakty k halah hy ye haram but is k bry main hm kisi molve shb se sahi poch sakty hain wo hmy achaa guaid kr saky gy is bry main... kuch log khud se fatwy dety hain ye haram hy but jub hmy khud ptaa ni hy to is k bry main kuch ni kheta
              • #262 Collapse

                is ma clear btaia gya ha k broker agr currencey pe qabza rakhta ha or rate brne pe sale krta ha to jaez ha ha mamnoo ne ha is se bht se logo ka point of view clear ho gya ha
                • #263 Collapse

                  jee thanks aap ne bht acha knowdlge share kia ha haamarys ath.forex ak world wide international level par kiya jany wala wahid business hai js se ham ghar bethy hoy hi bht achi earning kar sakty hai
                  • #264 Collapse

                    yes ye halal hai.per pakistan main log zidha tr inetnet ya online bussinse ko asha nhi sumjty .isi lye wo dosri country sy pechy hain is mamaly main.trading main jahna ap pasy kamty hai.os k lye ap mehnat bi krty hae mehnt hi tu haiin,raat jag ker kam krna y
                    • #265 Collapse

                      han ji thanks you bhai jan mere ke aap ne yeh fatwa post kar dya hai is se mera sara concept clear ho gaya hai yeh business aik behtareen business hai is me mujh ko pata tha ke yeh halaal hai lekin ab fatwa dekh kar or bhi yaqeen ho gaya hai mujhe .
                      • #266 Collapse

                        forex trading me earning krna etna asan kam nahe he es me mehnat must he jis kam me mehnat hote he os ka khod soch lo ky kya keh skte he aor fr koch log es tara ke by he jin ky account wash ho jata he un ky bary me kya kaho gy koch es tara ky hote he jo mehnat krte rehate he aor koch na loss na profit un ky bar me kya kaho gy
                        • #267 Collapse

                          Jazak Allah bhai ap ne bht zbrdst information share ki hy or baat bhi logical hy k ye galat nahi hy ye business but ap ne fatwa ki pic upload kr k is yaqeen ko or bhi mukhta kr dia hy bhai thanks a lot.
                          • #268 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jo k halal business ha ye aik asa business ha jis me hmen profit or loss dono sath sath hota ha or ye business muslims k liye b aik halal business ha wo b is business se asani se earning kar sakty haain
                            • #269 Collapse

                              forex 100% halal haiu kyn k ham es main paisy lagate hain or us se perchasing karty hain or phir purchase ki hui goods ko sale out karty hain haram to wo hota hai jiss main ham kisi se sood hasil karain ya sood ki rakam lain ham yahan pure bznis karty hain jisy govt ne aprove kia hua hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Jis business me nafa nuqsan dono hon wo haram nahi hota aur jis kam me kisi ki majburi ka najaiz faida na uthaya jaye usko hatam nahi kehty bina mehnat k bas jis kam me profit hi profit ho usko haram kehty hain logon ko haram ki defination hi nahi pta bas khud se baatein karty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X