Fatwa forex halal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    thankyou mere bhai ao ne bht achi information hamare sath shere ki qk mujhay bhi kuch douts thay is baray me jo aj clear hogay k waqai forex trading halal he aur isko join kerne main koi mazaiqa nahi he,qk aksar log yehi soch ker isse join nahi kertay hongay k this is haram work
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bro many bhe kafi mulana se suna hai forex halal hai ya haram or kafi mulana ne kaha hai ye halal he kyn ke ap ek cheez buy kr ke sell krte tu ap ko profit hota hai wo halal hai
      • #18 Collapse

        Bro ye theak he nice information he but mujhey ye btate ke ye kisne pocha he aur iska jawaab kisne diya he koi sath men reffrerence dete yahan per arbi ki samjh nai arahi thori si
        • #19 Collapse

          jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap kamyb hona chete hain too ap ko iss business main proepr learning kerni ho gi then hi ap iss main kamyb ho ker acha profit le sakoo ge iss lye learning zaroori hi
           
          • #20 Collapse

            yes sir many people think about it k forex forum pe kam kr k rozi kmana halal he ya haram .. mer khyal me is me haram wali koi bat ni kyo k apni mehnat k zriye h pa earn kcret han to jo chez mehnat se kmai jay wo haram ni hiti
            • #21 Collapse

              Aap ne bari useful information use ki hai aur pakistan chonkeh aik muslim country hai aur yahan per log haram halal ka khiyal karte hain. bohat sary log forex ko is liye join nahi karte kun keh wo is market main darte hain aur haram ka khof hot
              • #22 Collapse

                je han apnay jo yeh letter show kiya hay is say to lagta hay kay forex trading halala business hay laikin may is baray ma apni raye mahfooz rakhta hon kyon kay mugh ko abhi is silsilay may zada information nahi hay laikin apka proff bhi sahi hoga may inkar to nahi karta hon
                • #23 Collapse

                  Yes i am sure keh yeh business halal hey but us soorat main jab apko is business ke barey main pura knoweldge and experience ho jata he to phir yeh halal hota he otherwise hum is ko halal nahin keh saktey hain hum gambling hi kartey hain.
                  • #24 Collapse

                    my dear friend forex ek halal kasb hai es me kese kism ka haram nahi hai . kioke yaha par hame lost bee hiota aur eanring bee hota hai . aur jis kaam me bee earning aur lost hota hai wo kabi bee haram nahi hota . agar es me sirf earning hota aur lost nahi hota to ye haram hota.
                    • #25 Collapse

                      forex muslims k ley tab jayez hay agar ham es me swap free me business karty hey, agar app sood ka len den karty ho forex k sath to ye muslims k ley bilkul jayz nahi.
                      • #26 Collapse

                        ha dosto forex halal hain business hain kio k forex insaan khud kam karty hain dosoro k hatho par nahi and ess main mehnat b bahot ziada hota hain or abhi taak kisse ny b nahi kahah haain k forex haram hain .
                        • #27 Collapse

                          I have started this thread to discuss issues and share reviews on problem faced by Muslims in trading forex.
                           
                          • #28 Collapse

                            As far i know about the Forex trading , i can`t say this this is not allowed why because we this is a real business , but i have heard that swap is Haram , so a muslim trader should use the swap free account
                               
                            • #29 Collapse

                              i have heard some friends in malaysia saying these things before and i do not see a reason why somethings in forex should be forbidden , since its a business.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G bhai jan forex trading ko agar riba free tariqe se kia jae to halal he aur jin soorton riba ka shuba ho us se bacha jaae is liye hm forex ko total haram nhi keh sakte lihaza ap forex ki kamaai ke baare me mutmaeen rahen ke ye halal he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X