Money Management...!!!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management...!!!
    Asalam-o-Alikum.
    Dosto ma study kar raha forex kay bary ma to 1 baat ma phari jo socha ap k sath share karun kay jab aap paisa kamana suru ho jaaty hain aur kuch paisa kama lety to us paisy ko bachaana bhe aap ke hikmate amli ma dhamil hona chahey. Us paisy ko manage karna chahey na zayda kay chakar ma par k jaldi ma kamaya hua paisa bhe ganwa dain. ALLAH pak hum sb ko kamyab kary aameen.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    JazakAllah Bhai g aap ne boht basic baat ki hay jab bhi ham forex trading karty hein to us main avr loss hota hay phir profit hota hy agr profit kam aur loss ziyada hy to hamin pehly loss poora karna ho ga tab us ky baad wala profit ham withdraw karwa skty hein..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear money management or risk management aik aisa hot issue hai jis say aap ko kafi acha profit hasil ho sakta hai means loss zada nahi ho ga bonus account per or risk or money management per say aap ko kafi acha profit hasil ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        G sami bahi apne sahee kaha Risk management aur money management 1 dosry se related hain. Aur bht important bhe hain.
           
        • #5 Collapse

          Dear thanks ke ap naay bohot he useful information baqi forum members kay sath share ke hai . trader ko yeh zaroor realize karna chaye ke trading mai lambay arsay ke kamyabi kay liye jahan trading kay achy knowledge aur strategy ke importance hai whan per in ko achi money management b zaroor karne ho ge tab he woh achi earning b kar sakin gaay.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
            Asalam-o-Alikum.
            Dosto ma study kar raha forex kay bary ma to 1 baat ma phari jo socha ap k sath share karun kay jab aap paisa kamana suru ho jaaty hain aur kuch paisa kama lety to us paisy ko bachaana bhe aap ke hikmate amli ma dhamil hona chahey. Us paisy ko manage karna chahey na zayda kay chakar ma par k jaldi ma kamaya hua paisa bhe ganwa dain. ALLAH pak hum sb ko kamyab kary aameen.
            Forex trading main money management bohat he zroori hai ye achay trader bnanay k liyr bohat zroori hai sab sy main cheez hr money managment hai trading main
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Jee bhai dunia ki kisi bhi field me hr wo banda kamyab he jis ki management achi he aor trading me money management ka hona reerreerh ku haddi ki hesiat rakhta he, manage acha kr j kam ooaison se zeyada kamaya ja sakta he with respect to those people jin pas moi ney zeyada hoti he management achi nai hoti, management seperately digrees krty hen log ,
              • #8 Collapse

                Thanks waheed bahi apne bilkul sahe kaha hai mane study kiya aur mujhy ye important laga to mane ap bahiyon se share kar diya. Thanks ap logon ny appreciate kiya.
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Asalam-o-Alikum.
                  Dosto ma study kar raha forex kay bary ma to 1 baat ma phari jo socha ap k sath share karun kay jab aap paisa kamana suru ho jaaty hain aur kuch paisa kama lety to us paisy ko bachaana bhe aap ke hikmate amli ma dhamil hona chahey. Us paisy ko manage karna chahey na zayda kay chakar ma par k jaldi ma kamaya hua paisa bhe ganwa dain. ALLAH pak hum sb ko kamyab kary aameen.
                  w.salam bilkul dear nawaz apne sahe kaha hai k hume apna paisa bachana chahe its mean asa na ho k humara account jese he increase ho hum bari bari lots laga kr trade lagaden es se ye hoga k loss huwa to zada he hoga or asay me humara account washout bhi ho skta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear brother business kay andar bhi aur forex trading kay andar bhi aur normal routine yani daily life kay andar bhi money management ka boht bra amal dakhal hota hay, ap money management kay zarye kamyab ho sakty hn

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X