Demo vs Real account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    My dear friends forex trading market main demo account and real account yhe 2 types ke account hote hain. real account main real trading hoti ha jab ke demo account main forex ki learning / practice hoti ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      demo vs real account log ess liyee demo account zaida earn karte hiaan k un ko tension ni hoti ha loss ho ya profit jab real pe aate haain kuch loss ki wajha se tension le jatay haain ya big lot use kar lete hain ameer hone k chaakar main
      • #123 Collapse

        For learners they should use demo account because with that you can try every little thing on your own with little bit of guides from the professionals in that way it's much safer to learn.
        • #124 Collapse

          demo or real account m buht frk h demo sirf practice k lye hota h jab k real account sirf earning k lye hota h us m hame loss or profit hota h demo m hame kuch ni hota na profit na loss na demo sirf practice k lye h wo hame seekhta h k kis terha se hame is per kam kerna h is ko smjjna hn bus demoi ka ye kam h forex m
           
          • #125 Collapse

            demo or real account m buht frk h demo sirf practice k lye hota h jab k real account sirf earning k lye hota h us m hame loss or profit hota h demo m hame kuch ni hota na profit na loss na demo sirf practice k lye h wo hame seekhta h k kis terha se hame is per kam kerna h is ko smjjna hn bus demoi ka ye kam h forex m
             
            • #126 Collapse

              Dear ge han meray khyal me demo me hum zyada profit hasil karte hai q ke demo me hamary pass bohat acha aur bohat zyada bara back up hota hai jis ke wajha se hum zyada profit hasil kartay hai aur real me hum itne invesment nahi kar saktay hai jis ke wajha se hum kum profit hasil kartay hai.
              • #127 Collapse

                demo account ki apni jagah pe bohat ziyada ehmiyat hai aur real account ki apni jagah pe bohat ziyada ehmiyat hai,is liye apko chahiye ke ap demo pe khoob practice karne ke baad jab pakke hojayen to phir ap is mein real trading account mein trading karen.
                • #128 Collapse

                  dear aysa bi hay laykin aap nay kabi demo par spread ko nahi daykha demo par spread kam hota hay jab kay real may spread ziyada hota hay ab agar eur/usd hay 1.12330 par aap real may entry lagatay ho buy may 0.10 cent ki to wo lag jati hay 1.12360 par ab wahan say jab up hogi to hi aap ko profit ho ga nahi to nahi ho ga.
                  • #129 Collapse

                    g haan g bilkul demo or real hain tuu alag alag account un myn ye farak hai k demo ko hum just practice k liyee use karty oor real myn real trading hoti hai sab real he hota ahi wahan per iss business ka ..
                    • #130 Collapse

                      Demo account real accoun ki tra he hota hy ic main b hum tradin kr skty hain lakin fark sirf itna hota hy k demo account main jo hamin profit ya loss hota hy wo real nahi hota.
                      • #131 Collapse

                        bhai aisa is liye hota ha q k demo main jo raqam hoti ha wo kafi ziada hoti ha or us main loss bhi jaldi recover ho jata ha or ham apne real account main kam invest se start karty hain to is liye hamen loss ziada hota ha
                        • #132 Collapse

                          Demo aur real account main trading same hoti hy. Demo account trading ki practice key leye banaya jata hy aur is main insta ki taraf sey amount di jati hy. Jabkeh real account main aap ki apni amount involve hoti hy, is leye is main buhat dhayan key sath trading ki jati hy. Jitni ziada demo account main practice ki jaye utna hi real account main trading main asani hoti hy.
                          • #133 Collapse

                            han g ma apko btata hon aisa is liye hota ha q k demo account main amount ziada hoti ha is liye us main loss hota ha to profit bhi ho jata ha or real account main ham kam invest karty hain is liye loss k chances ziada hoty hain
                            • #134 Collapse

                              G janab demo account sy ap ki trading seekhny ka level axha hota hor trading mai sab sy bari baat ap ka learning or experience axha hona chahyay tab hi ap ki trade axhi ho gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                G main reason yeh he hoti hai key demo account per hum relax ho key bilkul satisfied ho key calm ho key trading kartey hain na he hum demo account per greed kartey hain or ne he hum fear mien aatey hain isi waja sey pir hamari win to loss ratio demo account per ziada hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X