jo log kehty hain k forex trading main lalach ni kro, unky liy jawab.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo log kehty hain k forex trading main lalach ni kro, unky liy jawab.
    Jo log forex trading main trading k doran kehty hain k lalach ni kro to mera un sy sawal hy k is karobar main ya koi bi karobar ho ap ko lalach to aati hi hy profit ki to iska aik treeqa hy k ap apny loss k chance ko km kr lo aur profit k chance ziada kr lo aur byshk profit k liy lalach krty raho ,main kehta ho profit k liy lalach krna chahiy ap kia kehty ho ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear ap ki bat thik ha k lalach na ho to koi business koi kyun kary.ye lalach hi hoti ha jis ki waja sy hum trading kar rahy hn.han ye ha k lalach itni zyada na ho k ap risky trading start kar dein choti lot lagyein r safe trading karein.
    • #3 Collapse

      App ke iss baat say tu mai agree karta hon ke jo log yeh kahty hain ke lalich nai karne chaiye woh sahi nai kehty hain kion ke lalich ke waja say he traders trade kar rahy hoty hain, lich ke waja say he traders forex jaise risky busines mai investment karty hain , lakin maire khayal say woh kehna chaty hain ke ziada lalich nai karne chiye , trading mai ziada lalich nuqsan daay hoti hai aur iss ke limit b zaroor hone chiye.
      • #4 Collapse

        Bro koi bhi business ho us main risk and reward dono cheezain hoti hain lekin forex aisa business hai jis main risk of loss ziada hota hai lekin profit ka chance bhi hota hai, khas kar forex trading main lalach bohat nuqsan poncha sakta hai iss main aik second main humara account wash ho sakta hai iss liye ye ziada risky hai.
         
        • #5 Collapse

          • #6 Collapse

            G ap ki bat aik tarha se theek hay k har ibsan zada profit ki lalach karta hay jo bhi kam ho par forex trading aur business se bht mukhtalif hay us may hum zada lalach kar k niksan bhi kar sakte hay is liay mera nai khyal k humay lalach jarni cahiay
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
              Jo log forex trading main trading k doran kehty hain k lalach ni kro to mera un sy sawal hy k is karobar main ya koi bi karobar ho ap ko lalach to aati hi hy profit ki to iska aik treeqa hy k ap apny loss k chance ko km kr lo aur profit k chance ziada kr lo aur byshk profit k liy lalach krty raho ,main kehta ho profit k liy lalach krna chahiy ap kia kehty ho ?
              Nahi bhai main apki baat sy agree nahi krta hon mainay 2 baar apna account wadh krwaya hai sirf lalach ki wja sy aik baar mujhe 450 dollars ka loss hoa tha or aik baar 570 dollars ka loss hoa tha
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bilkul ap ny sahee kaha hy kio k bahut ziada log yehi kehty hain k bhai lalach ni krna lalach ni krna ,ap ny bilkul such bat boli hy k forex trading main trading k doran hr koi profit ka lalach kr raha hota hy aur to ap lalach zaroor kro profit hasil krny k liy per is k sath sath ap forex trading ka knowledge aur experience bi hasil krty raho sab sy acha experience ap demo account p practice kr k hasil kr sakty ho aur knowledge ap forex trading ki books parh k .

                اب آن لائن

                Working...
                X