forex me ap job karte hay ya busines

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai ap forex mein job bhi kerte hain or business bhi kerte hain agr ap forex mein trading kr rhe hain to i think hamein ise business samjh kr krna cahey or ye business hi hai or agr ap pak forum per posting kr rhe hain to apko ise job samjh kr krna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      G bhot sa log forex ma job karta ha ku ka un ka pas itni rakam nai hoti ka wo apna business suro kar saka g jn ka pas hota ha wo un ko as a business use karta ha g
      • #48 Collapse

        bhai jan ap ne bhot he ach swal pocha ha bhai man man ap ko btana chta hon k man to forex ko apni full taim job ke trah samjhta hon or man isy full taim he deta hon man bhot he khosh hon is bsuiess se
        • #49 Collapse

          dost forex mein aap job nahi kerte balke apna business hota hai aap apni marzi ke malik hote hain jab chaye kaam kiya jab chaye nahi kia is mein aap ka faida bhi hai nuqsaan to yeh aap ka business hai na q ke job mein koi nuqsaan nahi hota, limited salary hote hai is mein unlimited profit hota hai aur loss bhi
          • #50 Collapse

            bhai g foex ak online bussnuss nae balka bht a6a bussniuss ha lakin tab hee ya a6a jab ap koo ya sae trh sa ata hoo ap koo market ka trends ka ta hoo oor jab tak ap sikh nae laty tab ap ak job kii trh zimadari feel kroo
            • #51 Collapse

              forex ko hum job nhi balkey business samajh kar karte hain bcoz ye ek online business ha q k hum is main currency buy and sell karte hain jis pe humein profit ya loss hota hai or ye world wide business hai isey part time job k tor pe bhi kya ja sakta hai is main kam time main hum kafi profit earn kar lete hain.
              • #52 Collapse

                mery bhai hum sab forex main busniss karty han kun k ye koi job to nahi hy or hum ek ghar main bethy bethy acha busniss karty han or humara profit hota hy or job main to humari sellry bandi hoi hoti hy magar busniss main asa nahi humain los n profit sab ko face karna hy or yehi busniss main hota hy ...........
                • #53 Collapse

                  Mein forex ko job nahi business samjhata hoon kyun k forex trading ek business hai jis mein aap khud apne boss hote hain and aap is business bht acha kama sakte hain and apni khuwahishaat bhi pori kar sakte hain kyun k ek international business hai jo k wolrd mein buhat famous hai.
                  • #54 Collapse

                    i think bussiness uski waja ye k jon mein apko time ka paband rehna parta ha lekin us mein hum jab chahen kaam kr skte hen so it think it is business not a job
                    • #55 Collapse

                      dear forex me hum business karte hai lekin hum is ko job kehte hai is me hum ghar bethe online trading karte hai jis se hum earning karte hai or is me hume posting karne se bonus bi milta hai jis ko hum withdraw karwa kar trading kar sakte hai is liye ye ek online acha profitable business hai
                      • #56 Collapse

                        main forex trading karta hun or ye ik business he hai.hum iss business main apni investment or apny experience kay hisaab say he earning kar sakty hain.iss liey ye best online work hai.
                        • #57 Collapse

                          waise to forex ek business he un k liy jo ache trader hain aur acha profit earn krte hain but kyun k hum new hain abhi to ais liy main to as a job krti hn ais ko jab ek trader k toar pe kaam kron gi to phr ais ko as a business treat kron gi.
                          • #58 Collapse

                            forex me mai to buisness he krta hu ku k yhan hm apne part time me work kr k profit hasil krte hain is buisness ka faida ye hai k yhn hm jb experienced hjte to hme loss k chances nhee rehte
                            • #59 Collapse

                              jee haan yar main forex ko ik business or jab samaj kr krta huo lekin abi main isko part time job k tor per kr rha huo lekin jab main kamyab ho jawo ga tuo per main is ko full time jab k tor per join kr lo ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex aik business hai hum ne business join kia hua hai q k yahan par hamara koi boss nahi hai jo hamain hamary kisi kam k lie roken hum apni marzi se har kam karty hyn and loss and profit k khud zimmydar hoty hyn so forex ko hum sab se as a business join kia hua hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X