Trade main hosla kabhi na harian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade main hosla kabhi na harian
    Dear forex members aksar dekha gaya hay kay new traders jab big loss ko dekhtay hein to hosla haar jaty hien aur trade lagana chor daite hein aysay traders ko chahiye kay lot siz kam se kam lagain aur TP ko bhi lazmi use karin aur market ka khub analysis karin agr market khub up aai ho to sell lagin zara sa bhi shuk ho to wait karin aur isi tarha jab market bilkul down ho tab bye order lagin to phir result daikhain..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well bro, aap ne biggeners k liye achi suggestions di hai mera bhi yahi khayel hai k biggners ko kam lot se trading shuru krni chahiye aur always apni trades men stoploss aur takeprofit ko important lena chahiye agar wo ziada market analys ni kr sakte hain to wo overbought aur oversold pr jab market ka trend change ho tab trading men entry len iss tarah se unke loss k chances kam se kam honge aur wo better trading kr saken ge
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Brother aap ki baat theek hay new traders ko jab loose hota hay tu wo trade karna chor data hain iss laya new traders ko chahay k aak tu lot kam lagani chaya tak wo zayada sa zayada trade karan aur exprence hasil karan jitna aap ko trade main exprence ho ga utna aap earn kar sakan ga
      • #4 Collapse

        Bhai ap ny bilkul sahe kaha hy trading ma hosal nai harna chaye balky patience k sath trading karen and new traders specially kiun k new trader k pas balance kam hota hy un ko chaye k lot size kam rakhen and trade lagany k liye sahe time ka intizar karen
        • #5 Collapse

          forex trading main trading k doran Jo log loss kr rahy hoty hain aur loss ziada hony k der sy apni trade close kr dety han to mery khial main unko thora wait krna chahiy ho sakta hy wo loss wali trade profit main chli jay per apko apny account p bi nazar rakhna ho gi aur hamesha himat kr k hi forex trading main trading k doran profit lia ja sakta hy
          • #6 Collapse

            Jee bhai such kaha patience bhot achi cheez he, trading me sirf loss hony pe hi sabr nai krna chahiy bal.ky jb profit ho us waqt bhi control krna chaahiy, thora bahot naffa ho aor banda mazeed profit leny k chakr me markete ka bahao dekhy baghair trade laga dy to nuqsan ho sakta he, to is liy profit ki soooorat me bhi haosla rakhen
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
              Dear forex members aksar dekha gaya hay kay new traders jab big loss ko dekhtay hein to hosla haar jaty hien aur trade lagana chor daite hein aysay traders ko chahiye kay lot siz kam se kam lagain aur TP ko bhi lazmi use karin aur market ka khub analysis karin agr market khub up aai ho to sell lagin zara sa bhi shuk ho to wait karin aur isi tarha jab market bilkul down ho tab bye order lagin to phir result daikhain..
              THANKS
              Agar traders ko trade krty hoy traders ko loss bhi ho jai to unko himt nahi harni chaye blky k apni mistke ko thrk kr k pehle sy achy triky sy trade krni chayr
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                G han forex trading main bahut sy aisy traders mojood hain jo bahut jaldi hosla har k forex trading ko chor dety hain ,inko chahiy k ap himat ni haro forex trading main jab apko loss hota hy to iska matlab hota hy k apko is business ka knowledge abi tak hasil ni hova apko thori aur mehnat ki zaroorat hy ,jab ap hard work kr k forex trading ko seekh lo gy to ap ko loss ni ho ga apko ziada profit ho ga
                • #9 Collapse

                  exactly brother ap sab log thek keh rahe ho trading main insan k ander hosla or bardash hona bahot zarori he kion k is main profit k sath sath loss ki bhi face krna parta he islie himat na haren or mehnat se kam jari rakhen
                  • #10 Collapse

                    its a good suggestion for biggeners well me yahan par 1 chez add krta chalun k new trader ko bollinger bands ko follow krna chahe jab wo 80 ka rsi ko cross kr k uper jaye to wo buy lagaden or jab wo 30 to 20 ko cross kr k neechay ajaye to buy laga den es se wo acha profit gain kr skte hain.
                    • #11 Collapse

                      Bahi jab bhe aap trade lagao to pehly achi tarha market analysis kar kay phr tradws lagao aur phr aap tp and Sl lazzim set karo aur phr tp hit karny ka wait karo kun kay aap wait nahi karo gy to phr aap ya to loss ma trade close karo gay ya phr thory profit main.
                      • #12 Collapse

                        Bil kul thek keh rahy ho ap hum main say ziyada tar traders k sath asia hota ha k hum jb trading main ziyada loss kr detay hain to hosla haar jatay hain aur samjhtay hain k trading hmaray bas ki bat nai hala k aisa nai ha trading itni bhi mushkil nai hmain hosla nai harna chaheay
                        • #13 Collapse

                          jee bhai agir thek money management sy trade lgaty hain to zuada loss nhi hota new trader agir kamyab hon a chahty hain to lot kam sy trading start krin trading ka phla or asha rules he money management hai or is k sath stop loss or take profit bhi lgana chaye
                          • #14 Collapse

                            bha dekho pehle baat to ye hn ke agr apka loss hua hn o apne ossme kafi cheezey seekhi bhi hoti hn jisme apko agge kam ati hn lekin apko ye chezey demo pr hi sekhni chaiye ke money managmenr se kam kro tp lagao sl lagao lekin ap log real pr work krke loss krtey hn phr sochtey hn ke khass hum ne demo kr lia hota :D
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jeee apne bhot he achi baaat share ki hain hum new trader ko chahaiye k hum kam say kaaam lot size use kare agar hum big lot use kare gy tu hum loss kar skte hain itne b new trader hain sab big lot use kar k apna accoutn wash kar dete hain is say pher forex main hosla haaar ate hain kehte hain k forex main kuhc nhe hian and new trader ko trand k hisab say trade karni chahiye jis say hum new trader kabi b kabi b hosla nhe haar skte hain or trade aab b opan kare tu hum ko chahiye k hum stop loss and tp lazmi use kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X