trading information.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    brother indicator ko use karna chahiya magar us pey solely depend nahi karna chahiya aur bhai asa na koi indicator hai aur na hi koi formula hai jis se app yeh koi aur forex mein loss se bach sakhey forex key sath loss ka hona zaroori hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      aisa koi indicator nahi hai market mai jo ke app ko loss se bacha le.app ko loss se ap khud he bacha sakte hai aur woh mumkim tab hota hai jab apke pass market mai experience hota hai.
       
      • #168 Collapse

        brother easa koi indicator majood nahe hy jes main humean loss bilkul na ho koin k loss kabhe kabhaar to hota y us ki waja humeri jald bazi hoti hai our ager humm moving averages ka combination use karein to us say loss ko kum ker sagty hain
        • #169 Collapse

          Indicators pr depend krnay ki bjay ap ko forex sekh kr trading krni chaiye. Indicators ki mdad se loss se bachna mumkin ni. Rsi indicator aur moving average pr kam krna sekhein muje sb se best lgtay he. Kuch log macd be use krtay he in sb ko demo pr test kr ke real account pr use krein.
          • #170 Collapse

            Asslam-o-Alakum my dear brother indicators per kam kerna chahie indicators ki help se hum market ko semjh to sektay hain ager hum indicators ko correct use krain to kisi hed tek loss ko b control kia ja sekta hay aur profit k chances b berd jatay hain mager mare khyal main asa koi indicator ni hay jis k bare main 100% assure kha jay k is k zrie hum loss se avoid ker sektay hain.
            • #171 Collapse

              indicators to forex ki market me bohat sare hain lekin use karna un ko sahi se ana chahiye us hisab se phir aap kama saken ge is business me agar indicators per depended ho rahe hain to mat hon or apni alag form apni alag way bana kar chalen or indicators se sirf support and resistance ko dekhne ke lye use karen woh ziada better rahe ga trading ke lye .
              • #172 Collapse

                Is business main hum jo bhi indicators ya candles use krtey hain woh 100% correct nahi hotey aur just predictions hoti hain jin ki help sey hum market key trend ko achieve krney ki koshish krtey hain. Forex ki aisi buhat si website hain jin ki madad sey aap forex market ko judge kr saktey hain aur stop loss aur take profit sey loss ko kam kar saktey hain.
                • #173 Collapse

                  hum jab trade main kam karty hain to humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky agr hum is main demo ko use karain to sai hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #174 Collapse

                    forex man koi aisi chiz nae hai jis say ap khud ku loss say secure karin. haan koshish ki ja sakti hai baki phir ap ka naseeb hai ju milay oc ku save karain or mazid trades ki taraf tawajah dayn.
                    • #175 Collapse

                      mery kgayal say sub indicators achay hai. Srif ap ko use nahi krna aty. Es lye ap sub say pehly en ki information hasil kray aur phr en ko apnay trading mai use kray. Tou ap successfully ho gy.
                      • #176 Collapse

                        Gee mery bhai forex market mai bohat say indicators hai . likan sub indicators achay nahi hai. Es lye es Forex market mai srif kuch indicators achy hai. Srif en ko use krna chaheay. Es ki madad say him achi trade Jr sakty hai.
                        • #177 Collapse

                          bht sarey indicators hotey hy but mein app ko ye mashwara dena pasand karun gi app ko chayein ky app demo account par ja kar khud practice kar ky is baat ko sekhey aur samjhey is tarha se app ki knowldge mein kafi izafa ho jaye ga jo ky kafi axhi baat ho gi
                          • #178 Collapse

                            Gee han trading signals apko received hoty hain then ap technical analysis ker ky trend ko judge kerty hain aur market news ko agar observed ker ky trade open kerty hain tou apki trade ky success ky bahot zyada chances hoty hain sath sath agar ap stop loss aur take profit select ker ky trade kerty hain tou apka loss risk bhi kam ho jata hai
                            • #179 Collapse

                              trade main hum kam karty hain to humain achi earning hasil ho iformation ho gi to kam karny main asni ho sakti hay kun kay learning kay bgyr trade main achi earning hasil nai ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Forx trading main koi aisa indicator ni hy Jo apko sirf profit dy aur loss sy bachay bas sirf apko chahiy k ap forx trading ka mokammal knowledge aur experience hasil Karo gy to ap trading main loss sy Bach sako gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X