Thread bnana mushkil hai ya thread par reply karna?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread bnana mushkil hai ya thread par reply karna?
    Friends ap ke khayal main kia mushkil hota hai is ke bare maim apni raye ka izhar zaror karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai mushkil to kuch nai dono hi asan hain r beneficial b agr hm thread ka reply kr rahy hain to b hmari knowledge mai izafa ho ga r age hm koi thread generate krty hain to iss ka b yahi mtlb hai k uss question ka answer hmyn nai ata r jb log us ka answer dyn gy to unn ko read krny k bad hmari confusion b dor ho jay gi iss lyai faida dono ka hai r easy b dono hain
    • #3 Collapse

      Apni apni marzi ki bat hoti hai koi cheez bhi dunia main asi nai hai jo namumkin hai lekin agr dekh jay tu thread bnana zaida mushkoi hota ba misbat thread par post karny ke koun sawal karna aur wi bhi aisa jis ka koi faida hasil ho aur thread bana mushkil is ley hain koun ke thread ki tadad itni zaida ho gi hai ke mazid thread bnana mushkil hai aur logon se rahny wala koi khas topic bacha bhi nai hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Thread bnana zeyada mushkil hai kyon us mein learn hona chahiye kuch. Kuch aesa question ho ke login ko faeda ho jab w/o mil jata hai to post karna us ke mutabik asan hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X