Instaforx mein registration k liye kis kis cheez ki zarorat hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    je pyary bhai jan insta forex mn registration kay liy ap ke national identity card ke scanned copy ya passport ke scanned copy aur driving license ya ap ka domicile ya fr koe bhi utility bill jo ap kay naam py ho , for example Wapda ka electricity bill
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Resistration ka koi masla nahi verification ka masla hota hy jis k liye n.i.c aur driving liecense aur agar ye na ho tou ap domicile sy bhe verification kara sakty hain scan copy k through
      • #213 Collapse

        Instaforex main registration ke liye aapke paas apna id card Hona zaroori hai agar Apke Pas ID card Hoga tabhi aap registration kab aaoge aur aapke account bhi aapke ID card Baji verify Hoga agar aap account verify nahi karoge toh aapka withdrawal or deposit nahi hoga isliye best hai ki aap apni ID card Pari account ko open karo
        • #214 Collapse

          Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. sab sa bahtr trqa ha app direct instaforex ki help line sa rabta kro.. wasa verification ka 3 level hain app ko english mah documents submit krna hota hain..passport ya English id sa ho ge...
          • #215 Collapse

            Insta Forex ka account banany ke liye app ko just apni details fil krni hon gi name, email, address etc, us ke baad app ka account ban jaye ga, jis ki details app ko email pr send kr di jay gi, is ke elawa app ko profit withdraw krnaway ke liye dono verification level complete krnay hon gay, jis ke liye app ko ID card aur Bank statement kis zrorat ho gi. jo ke app ke apnay name se honi chahiye.
            • #216 Collapse

              Insta forex main registration ke liye ap ko national identity card aur us ke sath koi bijli waghera ka bill jo ap ke name pe ata ho un ki zarorat parti hai
              • #217 Collapse

                G bahi jaan hamy instaforex me verification ky kie ham do cheezn ki bhut zarort hoti haii jus me sy ik hmra id card haii jis sy ham apni veeification karty hain or 2nd jis me ham apna acount verifued mrwaty hain tabhi ham is me regestired ho sakty hain
                • #218 Collapse

                  bhaii insta forex main registration k liyay ap ko verification karwani parti ha us k liyay sb sy pahly ap ka nic required hota ha us k baad jo dosra level hota ha verification ka us k liyay ap ko bank statement submit karwani parti ha is k bank ap ka account verify ho jaye ga
                  • #219 Collapse

                    Iss mein admissions k liye humey kuch chez ki zarurat parti hai wo ye k do level hotey hen uss mein aap posting zarur karo gye laken sila nahi milay ga us k liye apki id card ki copy ghr k bill ki copy r ik chez r hai ye 3 chezo ki zarurat hoti hai pher apka account verify ho jata hai r aap apnni raaqam nikalwa saktey hen otherwise nahi withdraw nahi ho sakti..
                    • #220 Collapse

                      Insta k account ki registration k liy apko zaroort hoti hy ap k nic ki apki email adress ki aur is k elwa apko account bnaty waqt apny district k code kI aur ap cheez ka lazmi khial rakhna k ap jis bi nic sy adress likh apna account bna rahy honeo valid ho kio k is k bad apko apny account ki verification k liy apko iski zaroort ho gi
                      • #221 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sunnyblogger پيغام ديکھيے
                        Instaforx main hum ko registration k liye kis kis cheez ki zarorat hoti hain.
                        Hame install Forex ke account ko verify karwane ke liye 2 levels se guzarna padta hai first level Mein Hame Apne ID card ki copy upload karni padti hai aur second level of verification Mein Hame apni utility bill ki pic Bana kar upload karni padti hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #222 Collapse

                          Instaforex kay account ke verification 2 level mai hoti hai .
                          First level mai app ko apny acccount ke varification kay liye Identification kay liye ID Card (English mai translated) ya phir passport ke scan copy send karne hoti hai .
                          second level mai app ko apna address varifiy karna hota hai . iss kay liye aam tor per ap ko apny naam ka koi b utility bill / driving licence ke copy send karne hoti hai ya phir app apni bank statement b sned kar sakty hain kion ke iss per b app ka address mentioned hota ha
                          • #223 Collapse

                            insta forex main reistration k liye hmain 2 level clera karnt hoty hain jin main apny personl documnts up oad karny hoty hain jub wo documnts uplaod karty hain tu hmra account verfy ho kjta hai or jub aik bhi documnts uplaod nahi karty tu hmra ccount verfy nahi ho pta hai
                            • #224 Collapse

                              is forex main account k 3 level hoty hain so hamain is k bary main practice kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main account ko verify kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur market main is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay ta k loss kam ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Dear friend firex acount ki veryfication keleye ak to ap ki id kk copy darkar hy aur dosrs hy ao ka electric ka bill ya gas ka bill gl ap k hi name ho in do chezon say ap ka acount veryfai ho gay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X