Instaforx mein registration k liye kis kis cheez ki zarorat hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g my dear registration k liye tu kisi chez ki zaroorat nahi perti ha magar verification k liye 2 level par kam kr k un level ko par kerna hota hain jis k liye hamien national id card in english utility bill ki scan copy ki zaroorat perti hai acoount verify kiye baghair ap raqam hasil nahi skty apny trading account say
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Insta forex main registration boht zarori hoti hy registration k lie ap ka id card domicile or bank statement zarori hoti hy is se hmen boht faida hota hy forex main agr ap k pas ye documents nai hu gy to ap ki registration nai ho saky gi,,,,
      • #123 Collapse

        Dear agr ap insta forex mai account bnanay k baray mai pooch rhay hai to mai apko btana chahoo ga k is k liye apko phlay insat forex ki site pr visit krna hoga or us k bad real account pr click krna hoga or signup form ko fill krnay k bad ap insta forex pay account bna sktay hai or trading kr sktay hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #124 Collapse

          bhai insta ma registretion kalya to kisi cheez ki need nahi ha magar insta ki verification ka 1st level ma aap ko CNIC or 2nd level ma bijli ka bill ya apna domicile chahy hota ha or registration ma khayal rakhen ka aap ki inforemation document wali hi hoo,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,........
          • #125 Collapse

            Aslamualikum bhai regestration ki liye hame kisi be chez ki zrorat nahe ha likin account verification ki liye hame nic ki copy or utiltity bill ki zrorat ki pary ge kiun ki ager hamara acount verify nahe ho ga to ham apna profit withdraw nahe krwa sken ge
            • #126 Collapse

              instaforex mai registration honay k leay ap k email ke or apnay active mobile number ke zarooat hote hai in do no cheezo k sath ap ka account jald open ho jata hai
              • #127 Collapse

                insta account kee registration k liye do lvls hain vrfction k. . .frst level pay id card ya passport kee zaroorat hoti hy or dosry lvl pay residential prove k liye bank statement account holder kee ya utility bill us k naam ka ho tu ho jaati verification. . .
                • #128 Collapse

                  bhai apna id card aur apna address verify karanay k lye app ko apna koi bhi utility bill send karna hoota hay jo k sahi hoon ya apna bank statment send karni hooti hay
                   
                  • #129 Collapse

                    verification k liye 2 level par kerny hoty hain jsi k liye hamien national id card in english utility bill ki scan cppy ki zaroora6t perti hai acoount verify kiye baghair ap raqam bahir nahi nikal skty apny trading account say ye hojaye to best he
                    • #130 Collapse

                      app ka id card ki copy ager urdu mai hay to us ko english mai neechay aik page pe color copy jo aik hi page pe dono sides hoo aur neechay english mai handwritting se likh k send kar do
                       
                      • #131 Collapse

                        Instaforex me account open karne ke liay hamain sirf email or mobile number ki zaroorat hoti he lakin verification ke liay nic passport or bill ya domicile ki zaroorat hoti he.
                        • #132 Collapse

                          hi friends, mera dosto registration k liye to kisi chez ki zarurat nhi parti lakn verification k liye two levels par kerny partay hain jis k liye hamien national id card in english utility bill ki scan copy ki zarurt parti hai acoount verify kiye baghair ap raqam bahir nahi nikal skty apny trading account say
                          • #133 Collapse

                            assalam o alekum hai mery forex main registraion k liye apki CNIC first level k liye and secand level k liye apka address pasport ya phir bijli ka bill in se ap apny account ko baasani registration karwa sakty ho
                            • #134 Collapse

                              Instaforex main ap ko apna NIC lazmi hai is k bagir registration nai hoti or nic ke photo ap ko paste karna hota hai pher ap ko registration mail milty hai or tb hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Daer instaforex mein registration ke liye just apko real name correct date of birth jo ID card pe mention ho just in ki zaroorat hoti hai lekin verification ke liye 1st level ar 2nd level ko approved kerna buhat zaroori hai,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X