forex main kis position main pounchnay say ham earning k kabil ho jatay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kis position main pounchnay say ham earning k kabil ho jatay hain?
    dear members ap say maira sawal hay k ham forex main kis position pay pounchnay say earning k kabil ho jatay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex men earning k liye hamri position ka mazboot hona bahot zaruri hai hamare paas forex ka a lot of knowledge aur experence hona chahiye ta k hamen trading men achi skills aati hon tab ja k ham forex men trading k liye apni position bna pate hain hamen bar bar practice krna chahiye ta k ham iss qabil ho jaen k ham apni trades ko aasani k sath handle kr saken.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      jab bhe app forex ki start main learning kerty hain our do sy theen month demo account practice kerty hain to pher app real account main live market main trade shuro kerty hian to pher he ap us main acha profit kernay k kabil ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Brother wasay tu aap k pass jab instaforex ka bounas aa jata hay tu aap iss position main phonch jatay hain k aap trade kar sakta hain lakan trade main earning k laya aap k pass exprence hona chaya instaforex aur trade ka knowledge hona chahay tu aap iss position main phonch jata hain k aap earn kar sakan
        • #5 Collapse

          dear forex me app kesi be position me hon gey app ko learning ho sakti hay agar app learning stage me hey tab be app ko earning ho sakti hay, magar perfect trading wo hay jab app loss ko recover asani se karna start karty hey yahi se app trading me success key kabil ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            forex ma ham suroh ma hi earn kar sakty ha agar ham ny forex ko basic se samja ho tu kio ka forex ko samajna bohat zaida zaroori hota ha agar ham is ko samjy gy nahi tu hamay kabhi be is ka idea nahi ho ga
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              dear members ap say maira sawal hay k ham forex main kis position pay pounchnay say earning k kabil ho jatay hain?
              Forex main inspiration propose kar earning Ke Kabil ho Jate Hain Jab Hum Ek reasonable profit lete hain aur uske baad apni tradeco cut kar dete Hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                dear bro jahan tak is position ka taluk hy ke earning start ho jai to us ke liy mairy khayal main demo per minimum 6 month ki practice hony chay is se ap ko knowledge bh mily ga aur ap ke pass skills bh hon ge ,tub ja ker ap aik munasib paisy kamany lug jain ge
                Signature removed by moderator
                • #9 Collapse

                  is main hum jab zada kam krte hein daily market ko fallow karte hein tu hum is main khud hi kambiyabi ki traf poch jate hein hume is main experince k sath daily demo account main kam krna chaiye
                  • #10 Collapse

                    Forex me earn kerne k lie apke pass a lot of experience, patience, security verification aur bonus ziada hona chahiey phr he ap forex se earn ker sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear forex mein earning k liey kafi mehnat krna parrti hy jaisa k forex ka barpoor knowledge hona,demoaccount ki practice hona,market ka analysis kr lena,behtr plaaning and money management ka hona aur aik behtreen strategy ka hona ye tamam factors mil k hi kisi trader ka experience banaty hain aur phir woh trader earning k qaabil ho jata hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X