forexfatory news ko kese samjha jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Aslam o alikoum dear brother ess brother nay chart kay zarya say acha tarhan samjha dia main mary khayal main chart say zeada easy samjh sakty hain ya phr experience say ya senior dost say sekh sakty hain.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      pyary bhai jan mn to abi forex mn new hon. mujhy to koe khas is ka pta ni hay. forex news factory mn news ko kaisy check karna hay aur in news ko kesy smajhna hay ye koe expert trader he bta skta hay. kindly expert traders should guide
      • #93 Collapse

        dear forex factory ki news ko samjny key ley app ko forex ka knowledge hona chaye agar app ko USD ki news milti hay to jo pairs USD se related hoty hey app us me hi trading kar key forex news se faida uta sakty hey.
        • #94 Collapse

          Forex factory make payroll Ke Data ko samajhne ke liye Office ke actual position ko watch kare aur please keep previous position ko watch Kare kiski position last time kya thi
           
          • #95 Collapse

            ************ ke news ko samjhna asan hy aur ye bhe hy k en news ko ignore nahi karna chahye aur en sy seekhny ke koshish karni chahye kyo k jab tak hamary pas koi bhe news nahi ho ge hum trading nahi kar sakty
            • #96 Collapse

              Aapne Jo information share ki hai aap ki post bahut acchi hai aur Main aapko bahut jyada Achcha Janta Hu Apne the information share Ki Hai Isme Humko bahut acchi knowledge Mili Hai Humko news Kaise read karni hai yeh sab Humko aap ki post se padhne ke baad Pata Lag chuka hai
              • #97 Collapse

                Forex ki news forex factory sy lena bahut aasan hy apko internet p search krna ho ga k forex factory aur jab yeh site khul jay gi to ap ko is maim calendar k options ko ok krna ho ga is k bad ap ny agar date sets ni ki to ap pehly date set kr lo us k bad apko matlooba date ka calendar khul jay ga aur jab ap k samny mokhalif currrency likhi hoi nazar aain gi jin k samny red .black .ya yellow daby nazar aain gy jo red daba ho ga uska matlab hy hot news jo black ho ga is ka matlab hy Bilkul normal aur yellow p bi hot news hoti hy per red sy km.to jis cuurncy ko ap ny check krna hon ap usky daby ko daikh k us k sath time likha ho ga usko follow krty raho aur jab time k hisab sy news aa jay gi to agar to us currency k samny figures green ho ga to iska matlab hy wo currency up jay gi matlab apko buy krna ho ga aur agar to red figures nazar aain gy to currency down jay gi aur agar black maim figures hon gy to currency ki movment natural ho gi
                • #98 Collapse

                  me also a new commer.. mjy nhi pta k es thread ko kaisy reply kia jye but aap k points ko daikhty hoi mjy achi trah sy smjh mai aa gai hai. es k elawa mery jaisy or bhi new commers ko bhi awareness hoi ho gi about this thread...
                  • #99 Collapse

                    Bhai actual tou wohi hy jo us time current price ho aur forecast wo hy jo jahan tak ja sakti hy magar jo ap ny third batae hy us ka matlab hy k es currency k liye sab sy acha point matlab k kahan ziada sy ziada ja sakti hy forecast mein aik normal trend ki hisab sy bataty hain magar good mein eski maximum limit bataty hain
                    • #100 Collapse

                      forxe ki news ko smjhny k liye es main market k pair ki up don situation ko chk karna hota hai q k jis trha situarion hoti hai osi trha hum ny buy sell karna hota hai news kayahi faioda hota hai k hmain markert ka pta lgta rahata hai
                      • #101 Collapse

                        forex main news ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main part time main bi full time main bi job kar skaty hain aur markt main is forex main planing karein gay tab hi hum run karein gay aur market main news market main achi information deti hai so hamain is say faida ho saky ga
                        • #102 Collapse

                          is forex main hard work kar k hi hum achi trde kar skaty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main information hasil karna ho ga aur news ko dekh k hi hum real main achy say market main perform kar sakty hain aur is say hamain faida ho saky ga ta k earning ho
                          • #103 Collapse

                            news hamain market k bary mamin achi information dety hain so hamain is forex main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain is forex main enter hony say aphly is k bary main analsye karni ho gi tab hi hum real main kamyab trader ban sakty hain ta k earning ho
                            • #104 Collapse

                              Re: forexfatory news ko kese samjha jaye

                              news ko dekh k hi hum run kar sakty hain aur hamain market main news bi achi information dety hain so hamain loss bi kam ho saky ga aur hamain market main trend ko use kar k hi hum run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: forexfatory news ko kese samjha jaye

                                news ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achy say trade lga sakty hain aur ye hamain market k bary main achi say iformation hasil kar k hi hum real main trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur real main earn ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X