pakistan mein dollars ki keemat mein izafa hone ki wajah
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistan mein dollars ki keemat mein izafa hone ki wajah
    Mujhe yeh janina hai pakistan mein dollars ki keemat mein izafa kiyon ho gye is ki kya wajah hai just knowledge ke lye pocha taqe experience mil jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Awaara sahb aapko pta hona chahiye k United States of America aik bahot bra country hai aur iski moashiat bahot mazboot hai aur day by day iss country men taraqi ho rhi hai isliye iss mulk ka sikka bhi apni value barha rha hai aur issi waja se dollars ki qeemat men ezafa ho rha hai world k jitne bhi barre Bank hain aur business hain un sab men lain dain k liye dollar hi use hota hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      mery dost pakistan main dollar ki price main izafa hoa jes ki wja say humery pakistani currency our devalue ho geay hain our pher he hum us ko forex main earning ker k our dollar ko pakistan main cash kerwa k pakistani rupees ki qadar main izafa ker sagty hain
      • #4 Collapse

        Dear members doller ki keemqt ma azafa aor hamary Pakistani rupee ki value ma kami ki zemader hamari apni govt hai pori dunia ma doller specially forex market ma aor almi market ma down jacket Raha hai aor intehai down darjy oar hai Lin hamari apni govt ki nakis policies ki waja sy hamari currency ki value Kam ho rahi hai doller to waqti Tor py strong hota hai pjr down jata hai.
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          dollar ki keemat ma izafa hony ki wajah ya ha ka pakistan ki currency ka rate mazeed down ho gaya ha jo ka mulk ka liye nuksan dy ha jis se hamara mulk tarakki naih kar sakay ga agay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Awaara Rajput پيغام ديکھيے
            Mujhe yeh janina hai pakistan mein dollars ki keemat mein izafa kiyon ho gye is ki kya wajah hai just knowledge ke lye pocha taqe experience mil jaye
            Pakistan mein dollar key-value main isliye izafa wo kyu Gaye Hamari country Piche ki side Baja rahi hai aur isme developing nahi ho rahi Jism Jaise dollar key value mein izafa hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              dear kisi bhi currency ki value us k mulki hallat k mutabiq kam ya ziada hoti hy aur pakistan mein dollar k barhny ki wajah america ki taraqqi nhi balky hamary bury haalaat hain ,terrorism,political instability aur qarzy is tarah k aur bhi factors hain jiski wajah sy pak rupee ki value kam hui hy aur dollar ki barrhi hy aur kisi bhi currency ki value ka muqabla american dollar sy kiya jata hy jis sy uski value k pata chalta hy
              • #8 Collapse

                sir yakeen kry hamri pakistani ki economy bhot low ho chuki ha jis ki waja say har ches ka rate high ho jata ha peachlay 10 sall ma $ 103 say uper nai gya tha jo k ab 4 say 5 month k andr andr $ 117 rupes ka ho gya ha jis say asay samaj lay k pakistan ko loss ho raha ha islay hamri economy ko strong krna chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Janab Pakistani rupees ki value down is lye ho gayi hai kiyon ke Pakistan mein traqi nhi ho rhi Pakistan din ba din kamzoor milk bnta ja RHA hai humara Pakistani honey ke naaty farz bnta hai ke hum Pakistan ko traqi pr ly kr jayein

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X